Nibhaenge pyar marte

Nibhaenge pyar marte
Nibhaenge pyar marte dam tak,sath denge tumhara har janam tak,agar ye pyar tut jaye kahi,to wada raha nahi karenge pyar kisi aur se agle saat janam tak
  

Jan, 31 2012     151 chars (1 sms)     21516 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Rooyen gi aankhen muskarany k baad... aaye giraat din dhal jany ky baad... Mere zindgi sy jaoo to zara mujy dekh ly na... Shaiyed zindgi na rahy tary jany ky baad............
Hasi ki rah me gum mile to kya kare Wafa ki rah me bewafa mile to kya kare,Kese bachaye Zindagi ko dhoke se koi muskurake dhoka deto kya kare
Haatho ki lakiro me saja le mujhko, dilke kone me chupa le mujhko , kya pata zindagi kab sath chod jaye mera , do pal k liye hi apna bana le mujhko.
wo jaaye to sahi, hum aane kaa wada karte hai wo roothe to sahi, hum manaane ka Wada karte hai dil todna hai mera to beshaq tod de wo is dil k bina bhi hum unko chahane ka wada karte hai
Unki mohabat ka abhi nishan baki hai,nam lab pe hai jan baki hai, Kya hua agar dekh kr muh pher lete hai,Tasali hai k abhi surat ki pehchan baki hai.
Khudaya mila de mujhko tu usse ek baar, Tham jaaye yeh shaikayato ka silsila ek baar, Dekh loon usko jee bhar ke ek baar, Kar loon apne dil ki har baat usse ek baar...
Sadiyo se pyase the samunder dekha to pi gaye. Paida hote hi marne ki tamanna thi ...per aapko dekha to jee gaye.
Tum meri sanso me samaye ho, dil ki har dhadkan me samaye ho, bhulu bhi to kaise tumko janeman, meri to zindagi ke har pal me samaye hi
Zikar Hua Jab Khuda Ki Rahmato Ka,Hamne Khud ko KhusNasib Paya,Tamanna Thi Ek Pyare Se Yaar Ki,Khuda Khud Yaar Bankar Aapke Roop Me Aaya.
Majburi me nhi dil kare yaad karna Rishto se fursat mile yaad karna Hai dua har khusi pao tum fir bhi agar aankhen bhar aaye yaad karna
Unki nigahe kya kamal karti he, Kabhi haqiqat to Kbhi afsane bya karti he, Tham Si jati he us pal dhadkane Jb unki jhuki Palke mohabt ka izhar Karti hai.
Unki galiyon se gujarna ab aadat si ho gayi hai Unhe har pal chahne ek chahat si ho gayi hai Kisi pe marne wale ham na the Par har pal unpe marna ibadat si ho gayi hai