Teri hi tarah

Teri hi tarah
Teri hi tarah hamen yaad aanewala ho Tere siva bhi koi to satanewala ho Har ek subah yehi dil mein hoonk uthti hai Hamen bhi naaz se koi jaganewala ho
  

Jan, 31 2012     150 chars (1 sms)     1115 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Hme ab nind ki talab nhi rahi Ab rato ko jagna acha lgta h Muje nhi malum ki wo meri qismat he k nhi magar use khuda se mangna achcha lgta h
Tum bhool kar to dekho humeinhar khushi tumse rooth jayegi,jab bhi sochoge doston ke bare mein yaad humari khud bakhud ayegi.
DHAG SUB ANSON SE DHOYE HAIN JAB BHI TANHA HUYE HAIN ROYE HAIN DIL MAIN KUONKAR NA UGE YAAD TERI DIL MAIN TERE HI KHAWAB BOYE HAIN
Vehem H Ki Bhul Jaoge Hume Kroge Ankhe Bandh Pas Paoge Hume Banke Dhadkan Dhadkte H Tere Dil Me Rakhoge Hath Sine Pe,Dhadkata Paoge HamE.
Yeh Teri Bhi Aankhon Ka Qusur Hai Main Tanha Gunahgar To Nahi Tu Is Tarah Se Mere Dil Main Shamil Hai Jahan Bhi Jaoon Lagta Hai Teri Mahfil Hai
Zindgi me ane wale bhi kam na hongejane wale bhi kam na honge Maano na maano udas ho jayegi aapki zindgi ab chaHne walo me hum na hoge..
aasaan nahi hota kisi ko bhulana. chhe vo apna ho ya begana dil ki baatain bas samajhta hai dil hi, inhe kya samjhega ye zalim zamana??
tujhe agar mile kabhi fursate,mere shaam fir se sanwar de..agar qatl karna hai to qatl kar,yu judaiyo ki sazaa na de.
Dua Me Meri Koi Chehra Rahta H, Yaado Par Meri Usi Ka Pahra Rahta H, Bhulau To Bhulau Kaise Mai Usko, Jo Mere Andar Mujhse B Gahra Rahta H..
Baat baat pe jo yun rooth jate hain, hath unse anjane me choot jate hain! koi unse kahy k bara nazuk hai pyar ka rishta, hanste hanste bhi dil toot jate hain.!!
Muskan k dayre me har pal khusi nhi hoti,ansu k dayre me harPal gam nhi hoti. Kuch riste aise hote hai duri kitne b badha jaye pyar kabi kam nhi hoti.
Jane Q tumse itna pyr ho gaya he,dil k sari kusia tm pr aitbar kr d he,bas aur nahi he koi tamanna 1br keh do k tumhe B hm se pyr ho gya he