Teri berukhi ko

Teri berukhi ko
Teri Berukhi ko bhi rutba dia Humne,dosti ka har Farz ada kia humne,Mat soch k humne bhula dia Tumko,aj fir Tujko,Tujse Pahle yad kia humne.
  

Feb, 01 2012     140 chars (1 sms)     1078 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Meri har ek dhakan aap ke liye hai, Meri har ek muskuraht aap ke liye hai, Aap ki ada mere dilko churane ke liye hi hai, Ab toh meri yeah zindagi aap ke intezaar ke liye hai!!!
Hath chhute to rshte nhi chhuta krte,Waqt k dhliz se lamhe nhi tuta krte, Milte hai kuch log aise zndagi me, jin se kabhi naate nahi tuta krte.
Ban k ajnabi mile the zindagi me kahi, In yadoon k lamho ko kabhi bhulaynge nahi, Agar yaad rakhna fitrat hai apki to bhulne ki aadat hame bhi nahi.
Duniya Ki Daulat Dabaye Rakhna; Husn-ki-Bagiya Chupaye Rakhna; Kahi-Kisi-Ki Nazar Na Lag Jaye, Thoda Sa Kajal Lagaye Rakhna.
Voh pyar jo haqeequat mein pyar hota hai,zindgi mein sirf ek baar hota he.Nigaahon k milte-milte dil mil jaaye,ye ittefaaq sirf ek baar hota
Sabke chehre se har baat nahi hoti,Thode se andhere se raat nahi hoti,Zindagi me kuch log bahut pyare hote hai,Kya kare uni se Mulakat nahi hoti.
pyr kisi se jo karoge ruswai hi milegi wafa kr lo chahe jitni bewafai milegi jitna mrzi kisi ko apna lo jb ankh kuhlengi tanhai hi milegi
Hum tere dil me rahenge ek yaad bankar, tere lab par khilenege muskaan bankar, kabhi hume apne se juda na samajahna, Hum tere saath chalenge, aasmaan bankar.
Phoolo Ki Tarah Hansti Raho Kaliyoun Ki Tarah Muskurati Raho Khuda Se Sirf Itna Mangta Hoon Ke Tum Mujhe Hamesha Yaad Aati Raho
Kuch nasha teri baat ka hai Kuch nasha dhimi barsaat ka he Hm to kabse nashe me dub jane ko taiyar he Intezar 2 sirf apki mulakat ka hai
Mujhse Apna Pyar Kabhi Wapas Mat Laina Mujhse ye iqrar Kabhi Wapas Mat Laina Kehte Rehna Har Pal Main Tumra Hon Mujh Sai ye izhar Kabhi Wapas Mat Laina
Zindagi gujar jayegi ahista-ahista,fir ye waqt dagmagayega ahista-ahista,tum mujhe yaad rakhoge kuch der fir ye yaad bhi mit jayegi ahista-ahista