Tere Ikhlaas Se

Tere Ikhlaas Se
Tere Ikhlaas Se MOHABBAT Ki H Tere Ehsaas Se MOHABBAT Ki H Tu Mere Paas Nahi Hai Phir Bhi Main Ne Teri Yaad Se MOHABBAT Ki H
  

Jan, 28 2012     124 chars (1 sms)     1014 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tu Jab Mere Qareeb Hoti Hai Haal Dil Ka Ajeeb Hota Hai Kisi Ko Meri Or Mujhe Teri Tamanna Hai Dekhna Hai Ab Kon Kis Ka Naseeb Hota Hai
Dard mein koi Mausam Pyara nahi hota,Dil ho Pyasa to Pani se Gujara nahi hota,Dekhe zara koi Bebasi humari,Hum Uske ho jate hain jo Humara nahi hota.
Darvaja chahta he dastak de koi"Dil chahta he pyar de koi"Wo kehte hai ki waQt de k mila karo;Ham cahte he k achanak mil jaye koi"
Na tasveer hai uski jo didar kiya jaye, na vo hai pass jo pyar kiya jaye, ye kaisa dard diya hai us bedard ne, na usse kuch kaha jaye na us bin raha jaye
Rat Ko Chupke Se Aati Hai 1 PARI,Kuch Khushyon K Sapne Lati Hai Pari,Kehti Hai Sapno K Agosh Me Kho Jao,Bhul K Sare Gum Chupke Se So Jaao
Hujum-E-Shaher Se Nafrat Si Hogai Tanhayyo Se Jaise Mohabbt Si Hogai Palke Utha K Tumko Hi Dekha Kiye He Hum Aankho Ko Jaise Teri Aadat Si Hogai
Fiza mein mehekti ek shaam ho tum, Pyar mein chalakta jam ho tum. Seene main chupaye phirte hai hum yaad tumahari, Meri zindagi ka dusra naam ho tum.
Dur nigaho se bar bar jaya na karo,dil ko is kadar tadpaya na karo,tum bin ek pal bhi ji na sakenge hum,ye ehsas bar bar dilaya na karo
Mohabat me hum nakam kya hue Har harkat hmari diwangi lagne lagi Lafz jo nikle haal dil ka baya kare Zamane ko har wo baat shayri lagne l
Na Kabhi Muskrahat Aap k Honton Say Dur Hoo.. Aap ki Har Khawaish Haqqat me Manzur Hoo.. Hoo jaye Jo aap humse khafa...Khuda na kare humse kabhi aisa kasoor ho......
Sabki manzil 1ho zaruri to nahi. Aise hi kisi mod par bichad jaye jo kabhi,Ye mat samjna ki sath hum Nahi
Baadal ki trah awara hai hum Ap bhula na skoge wo nzara hai hum Jo tut k fanah ho jayega apki 1 khwhish k liye Aasman ka wo andekha sitara hai hum..