meri muskurahat dekhka

meri muskurahat dekhka
meri muskurahat dekhkar wo samjhte hai hum gamo se khali hai par unhe kya pata ki jin gamo k baag me duniya rahti hai hum us baag k mali hai
  

Jan, 28 2012     140 chars (1 sms)     1985 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Us ajnabi ka youn na intezaar karo Is aashiq dil ka na aitbaar karo Roz nikla karen kisi ke yaad mein aanso Itna kabhi na kisi se pyaar karo
Dil me har raaz daba krakhna,Honto pe muskurahat saja k rakhna,Ye dunia sirf khusio me sath deti he,Is liye apne ansu ko chhupake rakhna.
Kitna b chaho na bhl pao ge Hume Jitna dur jao nzdik pao ge Hume Mita skte ho to mita do yadain meri Mgar kya Dil se juda kar pao ge Hume
Meri pehchan bas naam hi sahi,yaad na aaye tumhe itne badnaam to nahi,hume bhul jana majburi hi sahi,magar sachmuch bhul jao ye zaruri to nahi..
Bas kya yahi tak tha saath hamara intejar hi karte rahe hum tumhara, kab hogi is kambakht dil me roshni aur kab hoga pyaar ka izihaar tumhara.
HUM DARD BHARE IS SAGAR MAIN, TINKE KI TARAH BEH JAYENGE, BEHTE HAMEIN WOH DEKHNGE, JO LOG YAHAN REH JAYENGE.....
pyar pe bas to nahi hai mera lekin fir bhitu mujhe bata de ki tujhe pyar karu ki na tune khud apni adao se jagaya hai jinhe un tamanao ka ijhar karu ki na
Bin tere jab bhi raat hoti hai,Deewaron se hi baat hoti hai... Sannata puchhta hai sawaal humse, Tere Naam se hi to shuruaat hoti hai…
Hatheli pe jise likhti-mitati ho Wo nam mera he Mehndi jisk nam ki rachati ho Wo nam mera he Jo juda he har pal tere namseWo nam mera hi he
Kis qadar wo gamo ki inteha kar gye Har khushhi mujhse wo juda kar gye Mujhe to pal pal maut ki arzoo thi Phir Q wo mere Gne ki dua kar gaye
Hum na Ajnabi Hai Na Praye Hai.Aapke Hi Jism-o-Jaan Ke Saye Hai.Jab Bhi Ji Chahe Mahsus Kar Lena.Hum Aapki Hi Sanso Me samaye Hai...!
Zindagi me kuch sapne saja lena waqt me kuch aarman Jaga lena hum aap ki rahon se har dard ko chura lenge jab chaho aap hume aazma lena