Dil me Dua he.

Dil me Dua he.
Dil me Dua he. Aankho me Nasha he. Baato me Maza he. Chahat me Adaa he. Andaz b Juda he. Arre yaar isiliye to sab hum pe fida he!!!
  

Jan, 31 2012     131 chars (1 sms)     997 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Hume Hasne-Hasane ki aadat hai, Nazron se Nazar Milane ki aadat hai, Par hamari to nazar unse hai ja mili, Jinhe nazar Zhukake Sharmane ki Aadat hai
Barsat ki har bond me samaye ho tum...Mere dil me khas jagah banaye ho tum...Yun to humdard ki kami nhi...Par na jane aaj bohot yaad aa rahe ho tum..
Zindagi se wafa hamne bhi ki hain bahot par Gamon ke siva aur kuch mila bhi to nahi, Ek tujhko pakar bahut khush tha main , Par sath tera manzil tak mila bhi to nahi…
Kismat ham pe itana ehsan kr jaye,ye sare hasin khab hakikat ban jaye.na karege dua koi aur khuda se,agr jindgi k safar me aap hamare HAMSAFAR ban jaye.
Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai,ki har zarre ne mujhe tumse milaane ki saazish ki hai,MAine kAbhi Apni chAAhAt ki nuMAAish nAhi ki,FiR bhi hAR shAks ne RAb se MeRi siFAARish ki hAi...
Bas Itna Yaad Hai Dua To Na Jane Kon Si ThiYad Nahi Bs Itna Yaad Hai K Do Hatheliyan Millin Huwe ThiJin Mein Aik Meri Thi Aur Aik Tumhari!
NA KOI KISI KE PAAS HOTA HAI , NA KOI KISI KE DUR HOTA HAI, PYAAR KHUD HI CHALKAR AATA HAI, JAB KOI KISI KE NASIB ME HOTA HAI.
Kyon nazre churaye baithe ho, Kyon dil ko dabaye baithe ho. Arey hum itne bhi bure nahi, Jo janaab hume bhulaaye baithe ho...
Ho chuki raat ab so bhi jaiye..jo hai dil k karib unke khayalo me kho jaiye..kar raha hai koi intezar apka khabome zara unse mil to aaiye.
Wo Ruthte Rahe,Hum Manate Rahe; Unki-Raahon-Me Palke Bichate Rahe;Unhone-Kabhi Palat Ke Bhi Na Dekha,Hum Aankh Jhapkane Se Bhi Katrate Rahe.
Tamanna hai khushion ki bahar mile aapko, jo dil chahe wo baar - baar mile aapko, sab aksar pa kar kho dete hain, magar kabhi na khone wala pyaar mile aapko.
Drd Me Chahat Nhi Sitaro Ki,Tamnnaye Adhuri He Hzaro Ki,Wo Wqt Se Pehle Hi Tera Chale Jana,Hsrate Hi Reh Gyi Tuje Gale Lgane Ki.