Tera pyar jeetne

Tera pyar jeetne
Tera pyar jeetne ka intezar h,tu kare mera intezar is baat ka intezar h.Hum ankho se dil mein utar jayenge,bas teri nazar uthne ka intezar h..
  

Jan, 28 2012     142 chars (1 sms)     2426 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Sabki manzil 1ho zaruri to nahi. Aise hi kisi mod par bichad jaye jo kabhi,Ye mat samjna ki sath hum Nahi
Kaash who nagme hame sunaye na hote, Aaj unko sun kar aansu aye na hote. Agar isi tarah bhool hi jaana tha, To itni gehrai se dil me samaye na hote.
Dil Ko Ata He Jab Bhi Khayal Unka Tasvir Se Puchte He Haal Unka Wo Kbi Humse Pucha Karte The Judaai Kya He Aaj Samajh Aya He Sawal Unka
Duniya Bhi Jaati Hai Muh Mod Ke,Yaar Bhi Jaate Hai Saath Chod Ke,Nahi Hai "hum" Un Logon Mein Se,Jo Chale Jaate hai dil tod kar..
Is sham ki tanhai se,is dard ki gahrai se ye dil kuch baat kar raha hai.Zara samjho in fizaon ki chubhan ko,aaj fir tumhe koi yaad kar raha hai ..
Jab koi paigam diye nahi jate,jab koi nagme padhe nahi jate,u mat samazna hum bhul gaye aapko,Khayal to aate hai,Bus labz jud nahi pate.
Nahi samje aap hmari khamosi,Kaise hmari dhadkane samaj pate?Kaise kahe hm wo bat zuban se apko,Jo bate hm kabi dil ko b nahi sunate?
Jati nahi aankho se surat teri, Jati nahi dil se mohbbat teri, Mahsus ye hota hai jeene ke liye, Pahle se jyada hai jarurat teri... Jisme teri kami hogi………..
Ek baar jo gale lag ke rone diya hota,Hamne bhi koi pal mohabbat ka ji liya hota,toot ke bikher jate aapke kadmo m,aapki sanso ne mera nam to liya hota
yeh khamosi ka razz hum jante hainyun chup rahene ka andaz hum jante hain yakeen nehi ata to apne dil se pucho app se bahetar app ko hum jante hain
Unse Kehna Maze Me Hai Hum, Bas Yaadein Satati Hai, Uski Doori Ka Gham Nahi Mujhe, Bas Zara Aankhein Bheeg Jati Hai.
Na koi shikwa hai aur na shiqayat hai Chhod unhe na koi doosri chhahat hai Bas wohi meri safar hai, wohi meri manzil haiWohi khuda hai, wohi meri ibadat hai