Itna hi Yad

Itna hi Yad
Itna hi Yad Rkhna MujeJaise Kisi Kitab me Bite Dino k Dost ka1 Khat Pra hua MileLafz Mite-2 SahiRang Ura Ura sa ho Lekin wo Ajnabi na ho
  

Jan, 31 2012     136 chars (1 sms)     1057 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Aaj Phir Pal khubsurat Hai,Dil Me Bas Teri Hi Surat Hai,Kuch B Kahe Duniya Hume Koi Gum Nahi,Duniya Se Zada Muje teri zarurat hai...
Mohabbat ka matlab intzaar nahi hota, Har kisi ko dekhna pyar nahi hota, Yu to milta hai roz mohabbat-e-paigam, Pyar hai zindgi jo har baar nahi hota…….!
Aisa lagta hai zindagi tum ho Ajnabi kaise ajnabi tum ho Main zamin ka ghana andhera hoon Asmano ki chandni tum ho
Dil k afsane hote he hazar,kahi ROMEO ki kabr, kahi GHALIB ki mazar,lakh juda krlo ISHQ krne walo ko,naye rang me lautenge DEEWANE har bar
Yaado se judke yaad aate ho aap,yaad akar yaadgar ban jate ho aap,yaado hi yaadome sama jate ho aap,kyu yaadko bhi yaad bana jate ho aap…
Mazbur Ham Nahi Ki Apko Bhul Jaye,Khilona Ham Nahi Ki Yuhi Tut Jaye,Dua Se Kharida Hai Hmne Ap Ko,Daulat Se Nahi K Rakh K Bhool Jaye...
Unko apnijaan ka salaam likhenge,dil ki kitab mein apna armaan likhenge,kash hamein mil jaye aasman ki hukumat,sitaron ki jagah unka naam likhenge.
Raat ki tanhai se darte hai hum, kagaz ki parchai se darte hai hum, dunia sath chale na chale, tere sath ki umeed karte hai hum.
tere husn ko shabdon mein kaid kar raha hoon jo rahe nakaam woh koshish kar raha hoon, amber pe hain lakhon tare chamakte ek ko is zameen par chamkane ki koshish kar raha hoon
Apke Didar Ki Hasrat Ho Gayi He, Is Kadar Milne Ki Chahat Ho Gayi He, Apka Msg Aaye Ya Na Aaye, Mobile Utha Ke Dekhne Ki Aadat Ho Gayi
Har samandar ke kinare hote hai,kuch log jaan se pyare hote hai,phir kyon kehte hai log akele reh jayenge jab ki yaado ke bhi sahare hote hai.
Yad rukti nhi rok pane se,Dil rukta nhi ksi k smjhane se,Ruk jati hi Dhdkn Aapko bhul jane se,Hum Apko Yad karte hai jeene ke Bahane se.