Har Bar Unki

Har Bar Unki
Har Bar Unki Salamati Ki Dua Karnge Unki Arzu Me Apni Hasti Fana Karnge Wo Chahe Daman Bachale Humse Lekin Hum Marte DumTak Unse wafa karnge
  

Jan, 28 2012     140 chars (1 sms)     997 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Meri khata pe naraz na hona na apni pyari si muskan khona kasam hai tumhe SANAM mujhe maut bhi aajae to mat rona
Kajal bankar teri ankhon mei samane ki tamanna haiDawa banke tere dard mitane ki tamanna haiYun to hasil hai zamane ki her cheez mujhe Sirf ek baar tujhe dulhan ke roop mei pane ki tamanna hai.
Suraj se kaho ki roshni dena chod de, Sitaro se kaho ki timtimana chod de, Agar tum nahi aa sakte to apni yadoon se kaho humein satana chod de….
Pyar wo nahi jis Me jeet or haar ho Pyar wo nahi jisMe izhar aur inkar ho Pyar wo he jisMe kisi ki uMMid na ho Lekin fir bhi uska Intezar Hai
Har Ghadi Tumara Hi Intzar Krta Hu Kabi Juda Na HoYehi Fariyad Krta Hu Main Mar K-B Tera Sath Na Choduga Aey Jan Tumse Bahut Pyar Krta Hu
Jab b khuda se koi sogat mangege Hr janm me tera sath mangege,Lge na hmare pyar ko kisi ki nazar,A dua kuda se din rat mangege
Dil Hi Dil Se Dil Ki Baat Ho Jayegi Aaine Me Dekho Khud Ko Humse Baat Ho Jayegi Shikwa Na Kariye Humse Milne Ka Ankhe Band Kariye Humse Mulaqat Ho Jayegi
SOCHA NAA THA HUM DUR HO JAYENGE, DOSTI MEIN ITNA MAJBOOR HO JAYENGE, AAYEGI JO AAPKI YAAD KABHI, AAPSE HI NAA KEH PAYENGE.
Band Rakhte He Jubaan Lub Khola Nhi Krte Chand K Samne Sitare Bola Nhi Krte Yaad Karte He Tumko Har Pal Ye Raaz Hotho Se Khola Nahi Karat
Ye zindagi hasin Hasil jo chahne se hr dua kabul hoti, khne ko to sb apne he, pr kash koi aisa hota, jise hmare dard se taklif hoti.
Dikhaai detaa agar jahaanmein .. kyon dhoondte usko aasmaan mein kitaab tumne nayi uttha li rukey thhe hum kal ki daastaan mein
Har Baar Hosla Karte Hain , Phir Khud Hii Tut Jate Hain Iss Dil Ko Khud Hii Samjha Kar , Iss Dil Se Har Jate Hain