Toney chhaha hi nahi halat badal saktey they... Tery ansoo meri palkoon sey nikal saktey they... To to thera hi raha jheel k pani ki tarha... Darya bante to bohat doo nikal saktey they............
Kyu dil mai koi arman nahi duniya itni viran nahi har taraf ujale hai phir bhi tere sath koi saya hi nahi koi bhi tera ho sakta hai kabhi tune apnayahi nahi
Juda rehkar bhi woh satane se baaz nahi ate, Dur rehkar bhi wo dil jalane se baaz nahi ate, Hum to bhulna chate he unko, Magar wo khwabo me ane se baaz nai aate