Nashili aankhon se wo jab hame dekhte hhum ghabraakar aankhen jhuka lete h kaun milaaye unki aakhon se aankhen suna hai wo aankhon se Apna Bana Lete h.
Ek Man Tha Mere Paas Woh Ab Khone Laga Hai,Paakar Tujhe Hai Mujhe Kuchh Hone Laga Hai,Ek Tere Bharose Pe Sab Baithee Hoon Bhool Ke,Yu Hi Umar Guzar Jaye Tere Saath Guzar Jaye
wo ek chehra hm hr khi tlash karte hai,zinda to hai mgr zindgi tlash krte hai,koi q bhool jata hai hame apna bana kr,humkhud me wo kami talash karte hai.