Har koi dil ka

Har koi dil ka
Har koi dil ka mehmaan nahi hota,Dil tod dena kisika armaan nahi hota,Door bhale hi reh leta hai koi kisise,Par bhool pana kisiko itna asaan nahi hota.
  

Jan, 30 2012     151 chars (1 sms)     1396 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

KAUN KEHTA HAI MERE BAGHAIR WO TANHA HOGA,WO CHAAND HAI KAHIN AUR CHAMAKTA HOGA,WO TO REHTA HAI MOHABBATON K DES ME,USSE KIYA KHABAR KOI TANHA USSE SOCHTA HOGA.
Khuda se kya mangu tere vaste?Sada khushiyonse bhare ho tere raste Hansi tere chehre pe rahe kuch es tarh Khushbu phulke sath rehti he jis tarah
Kya batao ye qayamat kya hai,Maine ghabra ke kaha rooth jana tera."Maut kehte hai kise", jab mujhse pucha,Maine ankhe jhuka kar kaha chod jana tera.
ZARA SI ROSHNI MUJH KO ACHI LAGI,MUJHE AAP K EK LAMHE KI HANSI ACHI LAGI,AAP SE BAAT KI JO EK ROZ,US HI DIN SE MUJHE APNI ZINDAGI ACHI LAGI
bharosa hai tum par apne se bhi zyada par har us parchayi se darta hu cheen na le koi tumhe mujhse bas har pal isi baat se darta hu mit
Juda Mujse mera Pyr Ho N jaye, Zindgi kahi Dushvaar Ho N jaye.e Khuda1 izat rakhna Meri, khtam Na karna Ye zindgi, Jabtak mere Pyr ko mujhse pyr Ho Na Jaye.
Phul ki tarah haste raho to hum khush hai, Dil kholkar jeete raho to hum khush hai, yeh nahi kehte ki roj milo, bas kisi din yaad karliya karo to hum khush hai.
Geele Kagazki Tarah Hai Zindagi hamari, Koi Jalata Bhi Nahi Koi Bahata Bhi Nahi, Is Kadar Akele Hai Dilki Rahon Me, Koi Satata Bhi Nahi Koi Manata Bhi Nahi...
jhuki nazaro se ikrar mat karna, nazre utha kar inkar mat karna, rat bhar tarste ho kisi ki yadon me, dusron ko kahate ho kisi se pyar mat karna?
Daag ansuon se dhoye hain, Jab bhi tanha huye hain roye hain, Dil mein kyon na aaye yaad teri, Dil mein tere hi khawab boye hain
Zindgi ki kitab k kuch panne hote hai,Kuch apne, Kuch begane hote hain.Pyar se savwar jati hai zindgi,Bas Pyar se rishte nibhane hote hai
Tinko se bana pal, pal se bana lamha aur lamho ne waqt ko buna, hr pal koi kisi k sath nahi reh sakta isliye shayad khuda ne yado ko chuna.