Behate ansu ki kabhi juban nahi hoti. Labzo pe mahobbat bayan nahi hoti. Agar mile kisi ka pyar to kadar kijiyega. Kyo ki Kismat har kisi pe maherban nahi hoti
Hum wo nhi jo kewal jawab k liye apna farman bhejte hai.jawab aaye na aye hum to gulsan hai.jo apka dil jitne k liye apne dil ki khusbu bhejte rehte hai.
Umra ki rah me insan badal jate hai, waqt ki aandhi me tufan badal jate hai, socha tumhe itna yaad na karu, lekin aankh band karte hi irade badal jate hai...