Mere Dil Ki

Mere Dil Ki
Mere Dil Ki Kahani Ye Bayan Karti Hai,Mahobbat Aasiko Ko Sirf Badnam Karti Hai,Is Badnami K Bawzud Jo Mahobat Karte Hai,Unhe Marne K Baad Duniya Salam Karti Ha
  

Jan, 30 2012     159 chars (1 sms)     2822 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Wo RISHTA Kya Jisko Nibhana PadeWo 'PYAR' Kya Jisko Jatana PadePYAR to Ek Khamosh Ehsas HaiWo Ehsas Kya Jisko Lafzo Me Batana Pade !-
Yon muhabbat amar nhi hoti, Jab tak ek dosre ki fikar nhi hoti, Yon to tum se shikwe hazaron hain, Magar Tum Bin zindagi basar nhi hoti
Ek baar jo gale lag ke rone diya hota,Hamne bhi koi pal mohabbat ka ji liya hota,toot ke bikher jate aapke kadmo m,aapki sanso ne mera nam to liya hota
Jiss ko kehte hai mohabbat hai khuda ki nehmat, Sab ki kismat me ye daulat ho zaruri to nahi, Chand chunn-ne ki tamanna to hum ko bhi hai, Magar door kaa chand haqiqat ho zaruri to nahi
Kis qadar wo gamo ki inteha kar gye Har khushhi mujhse wo juda kar gye Mujhe to pal pal maut ki arzoo thi Phir Q wo mere Gne ki dua kar gaye
Aap Se Door Kaise Rahe Paate, Dil Se Aap Ko Kaise Bhula Pate,Kash Aap Sapno Ke Alawa Shishe Me Base Hote, Khud Ko Bhi Dekhte To Aap Nazar Aate.
Lamha Jo Bar Bar Satata Hai,Na Jane Yedil Kya Chahta Hai.Kash Woh Hote Hamari Nazro K Samne Hamesha,Par Na Jane q ye Kash,Kash Hi Reh gaya.
Ye mana ki bade hi badnam he humkr jate he shrart Qki insan he hum agaya na kariye Hmari bato ko dil se Apko to pata he kitne nadan he hum.
Ashkon Ki Nadi Mein Beheh Jaane Do, Kaanton Par Mujhe Soane Do, Duniyawale Mujhe Mere Haal Pe Choor Do, Mera Dil Unka Deewana Hai.
hasraton se hum apki rah saja denge sapno ki daulat aap per luta denge koi phool nai aaj daman me lekin Aap k aane per hum palke bichha denge
DIL KO KITNA SAMBHALA KI E DIL ABHI RUK JA WO ABHI YAHAA AAYENGE HAME KYA PATA THA KI WO AATE HI JANE KA BAHANA BANAYENGE
Ab ke muje dekh k dekhti reh jayegi,is kadar badlenge k sochti reh jyegi.Mere chehre pe b hogi berukhi,wo mujh me mujhko dhundti reh jayegi