Kab milenge apse

Kab milenge apse
Kab milenge apse ye khayaal hm karte hai, aap jaise dost pe hum marte hai, ho na jaye pagal hm darte hai, kya kare aap itne pyare jo lagte hai.
  

Jan, 28 2012     143 chars (1 sms)     15717 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Main hi thaam saku hath unka, mujpe itni ibaadat si karde, woh reh na pae ek pal bhì mere bina, ae KHUDA unko meri aadat si karde
Har pal ki dostika irada he apse Apnapan hi kuch zyada he apse Na sochenge sirf umar bhar keliye Kayamat tak sath nibhayenge ye wada he apse
HANSANA HAMARA KISI KO GAVARA NAHI HOTA, HAR MUSAFIR JINDAGI KA SAHAH NAHI HOTA, MILTE HAI BAHUT SE LOG TANHA ZINDAGI ME, HAR DOSR TUMSA PYAARA NAHI HOTA.
Usne dur rehne ka mashwra b likha h Sath hi PYAR ka wasta b likha h Usne ye b likha h k mere ghar na ana Or saf lafzo me rasta b likha h
Aankho MeTeri Tasveer Hai Jubaa Par Tera Naam Hai Kya Kare Sanam Hum ToTeri Chahat Me Badnam Hai.
Prerna Lete Hai Tumse Aur Kai Nazm Bayan Karte Hai Jab Kehna Ho Haal E Dil Tumse Bas Aaine Se Baatein Kiya Karte Hai
ab b tere surkh hotho k pyale mere tassabur me sathi bane haiab b teri zulf k mast saye birha k dukho me sathi bane hai meri mohabat ko thukra de chahe me koi tujhse na sikwa karunga aankho me rehti hai tasvir teri sari umar teri puja karunga
Har ahat ehesas hamara dilayegi Har hawa kissa hamara sunayegi Hum itni yaadein bhar denge Na chahate hue bhi aapko yaad humari aayegi
Har baat kehkar samjayi nahi jati, har cheez zindagi main paayi nahi jati, yu to har waqt yaad karte hai aap ko, par yaadein kisi ko dikhayi nahi jaati
UsKi Aankhon Main Wafa Dekhi Thi Mehekte Phoolon Ki Ada Dekhi ThiYe Na Socha Tha Wo Bewafa Hogi Us Main To Chahat Ki Inteha Dekhi Thi
Hui Hai Hum par tumhari kuch aisi Inayat ki, har pal tumhe hi sochte hai kaise kahoon tumse wo dil ki baat, ki har pal ek bahana khojte hai.
AGAR Rakh Pao To Ek Nishani Hum Hai, Aur Kho Jaye To Sirf Ek Kahani Hum hai,JISE Rok Paye Na Ye Saari Duniya,BEHETE Dariye Ka Pani Hum Hai!