Sadiyo se pyase

Sadiyo se pyase
Sadiyo se pyase the samunder dekha to pi gaye. Paida hote hi marne ki tamanna thi ...per aapko dekha to jee gaye.
  

Feb, 01 2012     113 chars (1 sms)     1236 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Na Neend Ati Hain Na Chain Ata Hai... Koi Tu Batahe Aisa Kyun Hota Hain... Chalte Chalte Qadam Rukh Jate Hain... Jaise Koi Awaz De Raha Hota Hain... Chehra To Nazar Nahi Ata Hain... Lakin Kisi Ka Ehsas Wahan Hota hain..........
Aansuon Me na dhoondna hamein,Dil me hum bas jaayenge! Tamanna ho agar milne ki, to band aankhon me nazar aayenge!!
'Ek mulakat anjan hoti hai, Anjan se hi to pehchan hoti hai. Jaha dekho waha ishq ke bimar bethe hai, Hajaro mar chuke hai lekin sekdo taiyar bethe hai..e hai..
Har jagah baithna intezar nahi hota, Har khamoshi ka matlab inkar nhi hota, Nazre to har ek se milti hai, Har nazar ka matlab pyaar nahi hota
Mohabat Ki Zanjir Se Dar Lagta Hai Kuch Apni Taqdeer Se Dar Lagta Hai Jo Mujhe TUJ SE" Juda Karti Hai Haath Ki Us Lakeer Se Dar Lagta
Tamanna hai khushion ki bahar mile aapko, jo dil chahe wo baar - baar mile aapko, sab aksar pa kar kho dete hain, magar kabhi na khone wala pyaar mile aapko.
ArZo0 HaY TumHAin Do0R Se DekHNay KI, MAgEr PasS NaHi AaNa ChAhTa, TaMaNnA NaHi tuMHain PANAy ki, MAgeR KhoNA BhI NAHi CHAhTa…
Har baat batane ke liye nahi hoti, zindagi hamesha paane ke liye nahi hoti. Yaad aksar aati hai aapki, par har yaad jatane ke liye nahi hoti.:-
hum apne app par garoor nahi karte kisiko pyr karne par majbor nahi karte magr jise ek bar dil mein basa le phir marte damtak use dilse door nahi karte
Aazmais Rishto me zaruri Hoti HaiNa Mil pana kisi ki Majburi Hoti Hai,Yad to Door se Bhi kar sakte Hai Lekin,Dil ki Hasrat To milkar hi Puri Hoti Hai
pyar karo ge to dil tutega. na karo ge to daman choote ga. apna banaoge to roona padega. pass aaoge to khoona padega..
nazre tumhe dekhna chahe to aankho ka kya kasurhar waqt khusbu teri aaye to saanso ka kya kasur waise to sapne puch kar nahi aatepar sapne hi tumhare aaye to raato ka kya kasur