Khamosh pyar Ka

Khamosh pyar Ka
Khamosh pyar Ka Ehsas He Aap Meri Khawaish Mere Jajbat He Aap Aksar Ye Khayal Kyu Aata He Dilme Meri Pehali Khoj or Akhari Talash He Aap.
  

Jan, 28 2012     137 chars (1 sms)     3265 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Bin Tere Sajna Guzara Nhi Hoga Koi Itna Dunya Me Pyara Nhi Hoga Dilo K Saudagr To Milne K Lye Betab HaiMgr Ye Ankho Ka Sauda Dubara Nhi Hoga.
Ajj Barish Me Tumare Sang Nahana Hy Sapna Ye Mera Kitna Suhana Hy Barish K Ktre Jo Tere Honton Pe Gire Un Katron Ko Apne Honton Se Uthana Hy
Yari imtihan nahi Pyar mangti he Nazar aur kuch nahi Yar ka didar mangti he Zindgi apneliye to kuch nahi Lekin Apke liye Dua hazar mangti he..!
chahat hai aapki khushi ban jaau aap k har ghum ka marham ban jaau gar jalna bhi pade aap k liye to jal kar bhi aapko roshan kar jaau
Subah juda hai raat juda hai, apni to har baat juda hai, tumse bichad ke aisa laga, jaise DUA mai dono hath juda hai.
Log mohabat ko khuda kehte he,magar koi kare to use ilzaam dete he:Kehte he k pathar-dil roya nahi karte,fir pahaado se hi zarne kyu gira karte hai..
Waqat to ata hai chala jata hai... Is ka aitbar mat krna... Woh juda hoo k yaad aye... Kisi sy Itna PYAR mat krna.......
Koyi dil me liye armaan chala jata hai Koyi khoye hue ausaad chala jata hai Husnawalo se keh do ke na nikle bahir Dekhnewalo ka imaan chala jata
-Kya kahe ki kuch kaha nahi jata, dard mitha hai par saha nahi jata, yaad aati hai is kadar aapki, k bina yaad kiye raha nahi jata.
Mene kab chaha wo zindagi mere nam kare Bus muje chahe itna sa mera kam kare Har roz kuch lamhe muje socha kare Kab kaha muje yad suba sham kare
Har baat samjhane ke liye nahi hoti, Zindagi hamesha paane ke liye nahi hoti. Yaad to aksar aati hai hume aapki, Par har yaad jatane ke liye nahi hoti.
Kismat ham pe itana ehsan kr jaye,ye sare hasin khab hakikat ban jaye.na karege dua koi aur khuda se,agr jindgi k safar me aap hamare HAMSAFAR ban jaye.