Aankh khuli to phir khwaab chale gaye jii behlane ke saare bahaane chale gaye yaad rehta nahi kuch bhi yaad kiye bina yaadoN me khokar jeene ke sahare chale gaye
KHUSHBOO ne phool ko ek EHSAS BANAYA .Phool ne BAAG ko kuch khaas BANAYA chahat ne mohabbat ko EK PYAS banaya aur is mohabbat ne EK aur "DEVDAS" ;banaya
Mahaj gulab mohabbat ka pegam nahi hota.yuhi kisi par aitbar nahi hota.pyaar to hota he man ki nirmal bhavna se.varna yuhi Radha-krishna ka naam nahi hota.
Zindgi ka har khwab haqiquat ban jaye khushi ke chirago se zindgi roshan ho jaye mahak jaye zindgi aapki ki gulab ki khushboo bhi aapke samne Kam Ho Jaye.