Humne apni ik

Humne apni ik
Humne apni ik duniya banai hai,Jis mein rehti main aur meri tanhayi hai,Us tanhayi mein baatein aur yaadein hain uski,Agar batadun sab ko to meri ruswai hai
  

Jan, 28 2012     156 chars (1 sms)     1199 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

dilon ki daastan use kahan qubul thi meri wafayein uske liye fizool thi koi aas nahi par itna bata do maine chaha use… kya yehi meri bhool thi
Asman ko neend aaye to sulaau kahan,Dharti ko maut aaye to dafnao kahan,Sagar mein lehar aaye to chupao kahan,Jab teri yaad aye to jau kahan!
Kuch Bata Pichle Paher Khuwaab Main Aane Wale Kab Woh Din Aayenge Phir Humko Milane Wale
Mithi-Mithi Yadoko plko pe sja lena,Sath guzre plo ko Dil me bsa lena Gar Nzar na aau haQiQat me Agar To Muskura Ke mujhe spno me bula lena
Dushman tarse teri dosti ko, Dost tarse teri yari ko, Yar tarse pyar ko, hum tarse tere DIDAR ko!
Ban k ajnabi mile the zindagi me kahi, In yadoon k lamho ko kabhi bhulaynge nahi, Agar yaad rakhna fitrat hai apki to bhulne ki aadat hame bhi nahi.
DiL Behal Jye To Chor Dete Hai Log Koi Aur Mil Jye To Chor Dete Hai Log 4 Din Ki Chandni Ki Qdr Krna Dost Chandni Dhl Jye To Chor Dete Hai Log
Jiyo Itna K Marna Mushkil Ho Jaye Hasna Itna K Rona Mushkil Ho Jaye Kisi Se Pyaar Karna Buri Baat Tou Nahi Magar Pyaar Karna Tou Itna K Bhulana Mushkil Ho Jaye
Kanto ko chubhna sikhaya nahi jata,Phoolo ko khilna sikhaya nahi jata,Koi ban jata hai khud hi apna,Kisi ko apna banaya nahi jata
KISI KI YAADON ME AANSOON BAHAA NE SE DIL KA DARD KAM NAHIN HOTA PYAR TO APNI KISMAT ME HOTA HAI KISI KO CHAHHNE SE KOI APNA NAHIN HOTA
Hr Dum Kro Yad Tuje Duaon MnTu Sda Khush Rhe Mohabbat Ki Chhaon MnIzzat Ho Teri Sb Ki Nigahon Main Koi Gham Na Mile Tuje Zindgi Ki Rahon Mn
Aaja ye Kisi Din Tu Aisa Bhi Nahin Lagata Lekin Woh Tera Vaada Jhoota Bhi Nahin Lagata