Mohabbat har insaan ko azmati hai kisi se rooth jati hai or kisipe muskurati hai mohabat khel hi aisa hai,kisika kuch n jata or kisiki jaan chali jati hai
Kisi k DIL me teri DHADKAN aj bhi he, kisi k NAJAR me tera DIDAR aj bhi he, agar JINDAGI se ho shikayat to YAAD karna, kisi ki JINDAGI me teri KAMI aj bhi he
Talaash karoge toh koi mil hi jayega,magar hamari tarah rishta kaun nibhayega,mana ki kam nehi hain ashiq apke,magar kya humari jagah kisi aur ko de payoge
HUM TO AAPKO ROZ YAAD KIYA KARTE HAI, MAN HI MANN ME DEKH LIYA KARTE HAI, KYA HUA AGAR AAP PAAS NAHI HAI HAMARE, DIL HI DIL ME MULAKATEIN KAR LIYA KARTE HAI