Aaj Tak Jo

Aaj Tak Jo
Aaj Tak Jo HUM TUM Se Keh Na Sake Aaj Sab k Samne IQRAR Kerte Hyn Jise Tum ROZ Dekhte Ho AAENEY Mein Us Se HUM Be-Panah PYAAR Kerty Hyn
  

Jan, 28 2012     135 chars (1 sms)     972 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Sacha pyar na milta kabhi zindgi me / phir B hum jaise pagal pyar kiya karte hai/ vo kabhi to hamse pyar karenge /Bas isi baat ka intzaar kiya karte hai.
Nazaro Ki Aas Kuch Aur Hoti Hai Kasmo Me Baat Kuch Aur Hoti HaiKaun Chahta Hai Kuch Kahena Bin Kahe Samajh Jane Ki Baat Kuch Aur Hoti Hai…
Ho Ske To Pyar Ka Itebar Kr Ke Dekhna Phir Lafzon Se Iqrar Kr Ke Dekhna Junon Ki Hd Se Aage Nikal Jaige Sirf 1 bar Hum Se Izhar Kar Ke dekhna
Kaho Usise jo na kahe Kisise, Maango Usise jo dede Khushise, Dosti karo usise jo tume mile Kismatse,aur Pyaar karo usise jo hamesha Nibhaye dil se
Samandar Ki Lehre Hi Rait Ki Lakiro Ko Mitta Deti Hai Hum Nahi Kehte Par Duniya Kehti Hai Hota Hai Jo Apna Preet Usi Ki Yaad Rula Deti Hai.
Ek umar bhar ki tanhai mere naseeb karke Wo gayi hai baate ajeeb karke Wafa ka use mai kya naam du Khud ho gyi hai door muje kareeb karke
Najron ko chhipa ke rakhna, kaatil hai teri nazar; Ek ko to maar diya tumne, karogi kitnon ko ghayal!! Ghayal karaana Ankhon ki adat nahi hoti hai Ghayal hone walon ki Neeyat kharab hoti hai
sHayad MoHabat Kar NeKi SaZa he, jO yE JudaiKa ZeHEr PitE he, HaMara DiL tO UnkE PaS he, Kabi SocHa i UsNe, HuM KaisE JeetE he.
Dil k afsane hote he hazar,kahi ROMEO ki kabr, kahi GHALIB ki mazar,lakh juda krlo ISHQ krne walo ko,naye rang me lautenge DEEWANE har bar
Lamha Jo Bar Bar Satata Hai,Na Jane Yedil Kya Chahta Hai.Kash Woh Hote Hamari Nazro K Samne Hamesha,Par Na Jane q ye Kash,Kash Hi Reh gaya.
Aasma Hi Zuk Gya Kisi Kami K Waste,Mar Rahe The Hm Khusi K Waste,Zindgi Hi Lut Gyi To Kaun Puchhta He Yaha,Dhundhte Hi Reh Gye Khusi K Raste
Dosti ki ek andekhi surat ho aap, Kisi ki Jindagi ki jarurat ho aap, Khubsurat to ful bhi bahut hai, lekin kisi ke liye, ful se bhi khubsurat ho aap...