Tu yad bahut

Tu yad bahut
Tu yad bahut aya hr sham k bad Kabi agaaz se pehle to kabi anjaam k badIs dubte suraj ki kasamIs Dil Pe koi naam nhi likha tere naam k bad.
  

Jan, 28 2012     139 chars (1 sms)     962 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

jiski ARZU ti wo dilbr na mila barso jiskaINTEZAR kiya wo pir na mila ajib khel hai ye MUHABAT ka kisi ko HM na miley2koi hume na mila
Honth keh nahi sakte jo fasana dil ka, Shayad nazar se woh baat ho jaye. Is umeed mein karte hain intezaar raat ka, ke shayad sapne mein mulaqat ho jaye.
Mana ye waqt hume yad karne wala nahi,par bewaqt hume yad kar liya karo,mana apke aas pas sari duniya ,hamari kami ka bhi ehsas kar liya karo
Kabhi mautse zindgi ka sauda na kar saka Uski yaado ko dilse juda na kar saka.Use bhulne ki aarju bahut thi dilme Par kaise karu wo kaam jo khuda na kar saka
Nafrat Uski Sah Raha Hu Mein, Phir Bhi Mujhse Shikwa Nahi Hota, Waqt Kuch Es Tarah Badalta Hai, Jiska Mujhe Pata Nahi Hota.
Duniya jise nind kahati hai, jane wo kya chiz hoti hai, aankhe to ham bhi band karte hai, par wo AAP se milne ki tarkib hoti hai...
Udas nazro me khwab milenge,Kahi kante to kahi gulab milenge.Mere dil ki kitab ko meri nazro se padh kar to deko,kahi aap ki yaad to kahi aap milenge
Tere Hone se1khushi Judi hy,teri ankho se 1roshni judi hy,apne hontho ki muskurahat kam na hone dena,qki teri hansi se 1 jindgi judi hy
Jis DIL mein basa tha pyar tera; Woh dil to kabhi ka tod diya; Badnaam na tujhe hone deinge; Tera naam bhi lena chod diya..
Vehem H Ki Bhul Jaoge Hume Kroge Ankhe Bandh Pas Paoge Hume Banke Dhadkan Dhadkte H Tere Dil Me Rakhoge Hath Sine Pe,Dhadkata Paoge HamE.
Zikar Jab bhi Aap Apno ka kia karo Naam Humara bhi unme Liya karo Tarif Nahi to Burai Hi Sahi Pa rApne Alfazo me Jagah Hume b Diya karo
Faasle Bahut Hain,Par Itna Maan Lijiye,Karib Rahkar Bhi Har Koi Khaas Nahin Hota,Aap Khayalon Me Itne Karib Hain Ki Faaslon Ka Ehsaas Hi Nahin Hota