Kyo hame maut

Kyo hame maut
Kyo hame maut ke paigam diye jate hai, ye sazaa kya kum hai ki hum jiye jate hai, ek unhe hamari parwah nahi, ek hum hai jo unka naam liye jate hai...
  

Jan, 31 2012     150 chars (1 sms)     1202 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Har Ek Sajda Maqbul-e-Khuda Ho Jaye.AAP ki Duao K Sang RaB Ki Raza Ho Jaye.Mile AAP Ko Wo Khushiyan,K Hazaron Saal Tak Gam AAP Se Khafa Ho JAYE
Gam na kar zindagi bahut badi hai,Chahat ki mehfil apke liye saji hai, Bas ek bar muskura ke dekh,Taqdeer khud aapse milne bahar khadi hai.
Wada kar lete hai nibhana bhul jate hai,Lagakar aag bujhana bhul jate hai,,Ye to aadat ho gayi unki,Rulate hai aor manana bhul jate hai...
Yaadon ki barsaat liye Duaaon ki soghat liye Dil ki gehrayee se Chand ki roshnai se Pholon k kaghaz per Aap k liye sirf 3 lafz"I LOVE YOU"
Dekha Jidhar Yeh Payaa, Aalam Hijaab Ka Jaali Ko Naam De Diya, Humne Niqaaab Ka Dukh Ki Tabash Hai, Dharkanain Tanhaiyan Bhi Hain Yeh Zindagi Hai Jaise, Din Ho Hisaab Ka
ban ke ehsas meri dhadkan ke paas rehte ho,tasveer ban meri ankho ke paas rehte ho,aaj puchte hai ek sawal tumse,kya dur reh kar tum bhi udas rehte ho
Baat to who hi nahi karte, Kehna to hamain bhi aata hai. Yeh to apni apni ada hai, Koi kehata hai koi chup rehata hai.
Dil cheer k dekh lo mera, Tasveer usi ki hogi, Kabhi hille agar is Dil k darwaje, Toh aahat usi ki hogi.
Chot lagi dil par aur bikhar gaye hum,haath mein aaya jaam aur pee gaye hum,yaad aaya unka har wo toda vaada,aur unki har yaad mein fanaa ho gaye hum'.
Dur hi sahi kinara to hai,tim-timata hi sahi sitara to hai, ho jati hai,tumari yaad se hi tassali, tinka hi sahi sahara to hai..
Naam naa lo us mohabbat ka mohabbat to hum bhi kar chuke hain log kehte hain mohabbat zindagi hai par hum to kab k mar chuke hain.....
Tahzeeb e ishq yeh hai ki woh hum par karein sitam, aur un se kahein ki ye karam hain sitam nahin.