Ajnabi Duniya Me

Ajnabi Duniya Me
Ajnabi Duniya Me Akela Khwab Hu Sawalo Se Khafa Jawab Hu Jo Na Samajh Sake Unke Lie Koun Jo Samajhe Unke Le Kitaab Hu..
  

Jan, 28 2012     119 chars (1 sms)     1286 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kahan Koi mila jis per dunya Luta daita... Har ek ne dhoka dya kis kis ko bhula daita... Apne dil ka dard dil mai daba rakha hai... Agar kerte bayan tu mehfil Rula daita.......
Humne b kisi se pyar kiya tha.Rahon me khade intzar kiya tha,Bhul unki nahi humari thi,Q kUnhone humse nahi,Humne unse pyar kiya tha.
Ristey bahot Ajeeb hote hain; kuch kareeb kuch azeez hote hain, kuch banate hain hum apni marzi se; kuch humein zindagi se naseeb hote hain..
Tum hasti ho mujhe hasane ke liye Tum roti ho mujhe rulane ke liye Tum ek bar rooth kar to dekho Mar jaoun ga tumhein manane ke liye..
Dil to unke seene me bi machalta hoga Husn bi sau-2 rang badalta hoga Uthti hongi jab nigahein unki Khud khuda b girte-2 sambhalta hoga
Apne dil ki bat unse keh nahi sakte,Bin kahe bhi ji nahi sakte'Ae Khuda aisi takdir bana,Wo humse khud akar kahe'HUM' Apk bina Reh nahi sakte.
Mere aansuon ko mat roko, Ye to saza hai mere pyaar karne ki, Log inhe paani kahe ya diwangi, Par ye to nishani hai humari akhri mulaqat ki.
Raat Gumsum Hai Magar Chan Khamosh Nahi, Kaise Keh Du Aaj Fir Hosh Nahi. Aisa Duba Teri Aakho Ki Gehrai Main, Haath Mein Jam Hai Magar Pine Ka Hosh Nahi.
Ajnabi Log B Dene Lage ilzam Muze Najane Kahan Le Jayegi teri Pehchan muze Bhulna Chahu B To Bhulu Kaise Log Le K Bulate H Tera Naam Muze.
Samajh Jate Thay Hum Unke Dil Ki Baat Ko Wo Hame Har Bar Dhokha Dete thay Lekin Hum B Majbur the Dil K Hatho Jo Unhe bar-bar Mauka Dete thay.
Apko dekhkar ye nigahen jhuk jayegi,khamoshi ab har baat keh jaegi,padh lijiye in ankho me apni mohabbat koapki kasam sari kayenaat wahi ruk jayegi.
Zaruri nahi k jeene ka sahara ho,jise chaho wo hamara ho,dub jaye kashti hamari hame gam nahi,bas tamanna he ke dubne tak sath tumhara ho