CHAHO TUM JISE CHAHAT SE ZIYAADA,SAPNE DEKHO TUM JIS K NEEND SE ZIYAADA,MAANGO TUM JISE MANNAT SE ZIYAADA,KHUDA KARE WO BHI AAP KO PYAR KARE,APNI SAANSON SE ZIYAADA
Aap har manzil ko mushkil samajhte hain , Hum Aapko manzil samajhte hain , bada fark hai Aapke AuR Hamare nazariye mein , Aap hamein Sapna, AuR Hum Aapko Apna samajhte hain....
Bata e ajnabi tera kya naam rakhun, Khawab rakhun to adhura reh jayega, Dil kahun to toot jayega Aa tera naam zindagi rakh doon, Maut tak to tera saath rahega