Apni nakamiyo k tukde talash krte he,Har gali me dard ki aahen talash krte he,Kuch to baat hai uski fitrat me tabhi,Uske laut aane ki raahen talash krte he.
Wo ruthe is kadar ki manaya na gaya, Durr itne ho gaye ki pass bulaya na gaya, Dil to dil tha samundar ka sahil nahi, Likh diya naam to fir mitaya na gaya.
Dekha Jidhar Yeh Payaa, Aalam Hijaab Ka Jaali Ko Naam De Diya, Humne Niqaaab Ka Dukh Ki Tabash Hai, Dharkanain Tanhaiyan Bhi Hain Yeh Zindagi Hai Jaise, Din Ho Hisaab Ka
TUM BIN JIYA JAE KAISSE ... TUM BIN RAHA JAE KAISSE... SADIYOON SE LANMBI HAIN RATAIN... SADIYOON SE LANMBE HAIN DIN .. AJAO AB LAOT KAR YEH DIL KUCH KEH RAHA HAY AJA LAOT KAR YEH DIL KUCH KEH RAHA HAY ............DIL........