Baadal kitne khushnaseeb

Baadal kitne khushnaseeb
Baadal kitne khushnaseeb hai, Door rahkar bhi zameen par baraste hai, Hum kitne badnaseeb hai, Paas rahkar bhi milne ko taraste hai
  

Jan, 31 2012     131 chars (1 sms)     2172 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tute khwabon ko sajana aata hai,ruthe dil ko manana aata hai,aap humare gam ko dekhkar pareshan na hona,hame to dard me bhi muskurana aata hai.
Tanhai ka ye aalam he..Rone ko dil karta he..Rokar thak jaate he..To marne ko dil karta he...Lekin mare bhi to kaise...Koi he jiske liye jine ko dil karta he..
Pyar wo humko bepanaah kr gaye,Phir jindgi me humko tanha kar gaye.Chahat thi unke intjar me fanaa hone ki,Magar wo Laut ke aane ko B mna kar gye
Pyar Me Tere Kuch Is Kadar Kho Gye Zamane Se Bekhabar Tere Dil Me So Gye Mat Uthana Ab Apne DilKi Goad Se Hum Sada k Liy Ab Tere Ho Gye..
Bin Tere Sajna Guzara Nhi Hoga Koi Itna Dunya Me Pyara Nhi Hoga Dilo K Saudagr To Milne K Lye Betab HaiMgr Ye Ankho Ka Sauda Dubara Nhi Hoga.
Mene pucha khuda se,tune dunia ko pyar ka dushman kyo bana dia?khuda hasa or bola,tune kaunsa mere sath acha kia,tune b to apne pyar ko khuda Bana diya
Agr Apki Duniya Aasma Hai To Sitare Apke Dost Hoge,Un Sitaro Me Hame Na Dhundna Q k Apki Tamanna Puri Karne Wale Tutate Tare Hum Honge.
Ghar Ka Pata To Malum ThaPar Galat Raste Jana Achha Laga.Kab Se Taraste The Unki 1 Jalak Pane K0Jo Mili Nazar To Sar Jhukana Acha Laga.
Har bat samjhane ke liye nahi hoti,Zindagi aksar kuch paane ki liye nahi hoti,Yad aksar aati hai aapki par har yad jatane ke liye nahi hoti
Har khamosi ka matlab inkar nahi hota, Har nakamyabi ka matlabhar nahi hota Kya hua hum aapko pa na sake, Sirf pane ka matlab pyar nahi hota.
Yun durr rehkar duriyon ko badaya nahi karte, Apne deewano ko sataya nahi karte, Har waqt bas jise tumhara khyal ho, Usey apni awaaz ke liye tadpaya nahi karte.
Raston pe na bheth k howa tang keregi Bichere howe logon ki sada tang keregi Mat toot k chaho use aagaz-e-safer main Bicherega jab woh tu ik ik ada tang keregi