Mumkin Ho Aapse To Bhula Dijiye Mujhe Pathar Pe Hun Lakeer,Mita Dijiye Mujhe Har Roz Mujhse Taza Shikayet Hai Aapko Main Kya Hun Ik Bar Bata Dijiye Mujhe.
ab b tere surkh hotho k pyale mere tassabur me sathi bane haiab b teri zulf k mast saye birha k dukho me sathi bane hai meri mohabat ko thukra de chahe me koi tujhse na sikwa karunga aankho me rehti hai tasvir teri sari umar teri puja karunga
Jaan chali jayegi hamari itna pyar na kariye,Pyaar me bechain hame mere yaar na kariye,Kasam hai aapko na rulaiye hame apni yaad me,Apni betabi ka izhaar baar baar na kariye.
Ae khuda aaj nazron ko kuch aisi beenai de, jidhar dekhu udhar vo hi dikhai de,kash aisi meharbaniya ho aaj hawa me, ki usko pukaru aur usi ko sunai de..