Chote se Dil

Chote se Dil
Chote se Dil ko milte gam bahut he, Zindgi me milte har pal zakham bahut he, Maar dalti kab ki ye duniya, magar muj ko Pyar karne vali ki dua me dum bahut he.
  

Jan, 30 2012     158 chars (1 sms)     2708 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Shikwa nahi koi zindagi se,Magar ek shikayat khuda se zarur hai,Jazbaat kyun diye tune hame,Jab duniya me pyaar karna kasoor hai.
Aaj Yaad Na Kiya,, Na Kehna Kbhi.Hamari Nazro Se Door Na Rehna Kbhi.Khusi Bankar Zindgi Me Aaye Ho Tum,Ab Ashq Bankar Ankho Se Na Behna Kabhi…
Zindagi Me Ithna Bhi Dur Nahi Jana, Ki Hum Kabhi Aapse Mil Na Paye. Hame Yuhi Yaad Karte Rehna Kahin Hum Aap Ke Dil Se Nikal Na Jaye.
Sirf isharo me hoti mohabbat agar, in alfazo ko khubsurati kaun deta, bus patthar banke reh jata tajmahal, use ishq ki pehchan kaun deta…
Teri palko pe khwab rakh gaya koi,teri saso pe naam likh gaya koi,chalo vada raha tumse,bhool jana hame. agar humse acha tumhe yaar mile koi.
Khusnasib hote hai badal, Jo dur rahkar bhi zamin par baraste hai... Aur ek badnasib hum hai, Jo ek hi duniya me rahkar bhi milne ko taraste hai.
usne hontho se chu kar sara pani gulabi kar diya,usne hontho se chu kar sara pani gulabi kar diyahumko to kya sari machhliyon ko bhi sharabi kar diya.
DONO ANKHON MAY ASKH DIYA KARTE HAIN,HUM APNI NEENDE TERE NAM KIYA KARTE HAI...JAB BHI PALAK JHAPKE TERI,SAMAJ LENA HUM TUJHE YAD KIYA KRTE.
Teri berukhi ko bhi rutba diya humne. Pyar ka har farz ada kiya humne. Mat soch ke hum bhool gaye hain tujhe; aaj bhi khuda se pehle tujhe yaad kiya humne.
Band Rakhte He Jubaan Lub Khola Nhi Krte Chand K Samne Sitare Bola Nhi Krte Yaad Karte He Tumko Har Pal Ye Raaz Hotho Se Khola Nahi Karat
Bahar-E-Ishq Me Doob K Dekh Kabhi Jaam-E-Mohabbat Pi K Dekh Kabhi Har Taraf Tera Hi Aks Nazar Ayega Meri Aankhon Me Pyar Se Dekh Kabhi.
Tasveer Aap ki jo Dil me basi he,sanse Hamari jo Aap se judi he,DILna todana Tasveer tut jayegi,sanse na rokana Hamari jan chali jayegi.