Royegi ye aankhe muskurane ke bad,Aayegi rat din dhal jane ke bad,Tum kabi na ruthna mujse ae YAAR,Sayad ye zindagi hi na ruth jaaye,Tumare ruth jane ke bad
Hum raat ki tanhai me tumhe awaaz diya karte hai, Aur sitaaron se aapka zikar kiya karte hai, Tum aao ya na aao, fir bhi Hum khwabo me aapka intezaar kiya karte hai.
Yaad Karne se Nahi Jatane Se Aati Hai...Ruth Jane se nahi Manane se aati hai..Aap bhale hi yaad na karo..Lekin har yaad ek aas ki tarah simat jati hai.
ZINDAGI K ZEHER KO AMRUT BNAKAR PI GAYE HE.SHUL ME B FUL JESE MUSKURAKR JI RAHE HE.MAUT B UNHE KYA CHHU SAKEGI.JO LAKHO DILO ME PYAR BANKAR JI RAHE HE.