AAKHE Bhi Meri

AAKHE Bhi Meri
AAKHE Bhi Meri PALKO Se Sawal Karti He,Har Waqt AAP Hi Ko YAAD Karti He,Jab Tak Na Dekhe AAP Ka Chehra,Tab Tak Wo AAP Ke AANE Ka INTEZAR Karti Hai
  

Jan, 28 2012     146 chars (1 sms)     1045 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Nabz dekhi meri aur bimar likh diya,Rog hai aapke pyaar ka ye elaan kar diya,Karzdar hai hum us hakim ke,Jisne dawa me aapka deedar likh diya..
Tanhaiyon Me Jeena Acha Nhi Lagta Bichar Kar Tum Se Rehna Acha Nhi Lagta Ye DiL Sirf Tum Ko Yad Karta Hai Har Bar Ye Bat Kahna Acha Nhi Lagta
Tum Hame Rula do to gam NahiTum Hame Bhula Do to Gam nhiPr Agar Tumhe laga humne tumhe Bhula DiyaToh Samajh Lena is Duniya Me hum nahi
Mehfil bani rahe yuhi tumhari, Chahe bikhar jaaye ye zindagi humari, Deewangi iss kadar ban gayi hai, Ke seh naa paaye ek pal judaii tumhari
Mere khushiyonko jamane ki nazar lag gai Tum mere sath thi pariyonki nazar lag gai Aaj ro raha houn door hokar tumse Lagta hein mujhe muskurane ki saza mil gai
Hume Hasne-Hasane ki aadat hai, Nazron se Nazar Milane ki aadat hai, Par hamari to nazar unse hai ja mili, Jinhe nazar Zhukake Sharmane ki Aadat hai
Khayalon me ata he jab uska chehrato labon pe aksar fariyad ati he,hm bhol jate he uske sare sitamjab uski thodi si mohobbat yaad ata h.
Guzry hoy pal wapes nahi aaty.. Khushi ho jahan Wahan aansuo nahi aaty.. Apny Pyar ka aaser hai mari Jaan.. Jo app humain aor hum app ko BHOOL nahi paty........
Ye hakikat he kahi khawab to nhi hume koi yad kare aisi koi bat to nahM ifir b na jane kyu ahsas huajese kisi ne yad kiyakahi wo aap to nhi.
KARTI HE SANSE BAS EK HI ISHARA,DUA MEIN BAS NAAM HAI TUMARA,THAM JAYE YE SAMA YAHIN PAR,NAHI CHAHIYE HAME AB KOI TUMSE BHI PYARA...
Subah juda hai raat juda hai, apni to har baat juda hai, tumse bichad ke aisa laga, jaise DUA mai dono hath juda hai.
Rangat teri zulfo ki ghatao ne churai,Khusboo tere anchal se hawao ne udai.Paimane ka dil na tut jaye to kahu me,Hai cheez gazab ki jo nigaho ne pilai