Aazmais Rishto me

Aazmais Rishto me
Aazmais Rishto me zaruri Hoti HaiNa Mil pana kisi ki Majburi Hoti Hai,Yad to Door se Bhi kar sakte Hai Lekin,Dil ki Hasrat To milkar hi Puri Hoti Hai
  

Jan, 28 2012     149 chars (1 sms)     1036 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

jismein inkar nahin wo ikrar kaisa, jismein haya nahin wo shringar kaisa, dard se hi hoti hai ishq ki intehaan, jismein dard nahin wo pyar kaisa....
Har Bar Unki Salamati Ki Dua Karnge Unki Arzu Me Apni Hasti Fana Karnge Wo Chahe Daman Bachale Humse Lekin Hum Marte DumTak Unse wafa karnge
Bundo Se Moti Mang Lenge Chand Se Chandni Mang lenge Agar Teri Mohabbat Naseeb Hui, To Teri Mohabbat ki Khatir Khuda Se Ek Aur Zindagi Mang lenGe.
Jis trha rago m khoon bhta he is trha teri chaht ka janun rhta he zindgi ki hr khusi mansub he tujse baat ho tujse to dl ko sukun milta he.
Parchhai Aap Ki Humare Dil Me He Yaade AapKi Humari Ankho Me He kaise Bhulaye hum Aapki Un Baato Ko Pyar Apka Humari Saanso Me HAI
Aye raat tu mere akelepan par havi mat ho,Varna tu us din pachtayegi,jab mera mehboob meri bahon me hoga,Aur tu ik pal main nikal jayegi.
Tumhari yaadon ke sahare zinda hai hum, Tumhe dekhne ki chahat,Dil me rakhte hai hum, Ab untezaar hai to sirf tumhare aane ka, Warna kabse jeena chor chuke the hum....
Main uski shakal ko dil se utar deti hoon…..kabhi kabhi tu main khud ko bhi mar deti hoon…..ye mera haq hai mai use dukh bhi doon….main chaht bhi tu use beshumar deti hoon.
Jo pyar k riste hum banate hai use logo se kyu chhuupate hai agar hota hai gunah kisi se pyar karna to bachpan se hume pyar karna kyu sikhate hai
Un phoolon se kya dosti karoge..jo ek baar khile aur murjha jaye.Dosti to hum jaise kanto se karo..Jo ek baar chubhe aur baar baar yaad aaye
Gham ke aansu dikha nahikarte, Apna haq aap par jata nahi sakte, Anmol ho tum meri nigahon mein, Yeh baat hum aapko bata nahi sakte.
Lal sharabi hoth kiske liye bane hai,inhike intezr mai hum kabse khadehai,jara hume bhi toh inhe chune dijiye,hotho ka jam 1 bar pine dijye