Tanhai Ka Usne

Tanhai Ka Usne
Tanhai Ka Usne Manzar Nahi Dekha.Afsos Ki Mere Dil K Andar Nahi Dekha.Dil Tutne Ka Dard Woh Kya Jane.Woh Lamha Usne Kabhi Ji Kar Nahi Dekha.
  

Jan, 28 2012     140 chars (1 sms)     1159 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Pyar wo humko bepanaah kr gaye,Phir jindgi me humko tanha kar gaye.Chahat thi unke intjar me fanaa hone ki,Magar wo Laut ke aane ko B mna kar gye
Tum ko chahtey hoey bhi bhool jana acha laga... Ansoon ko chupa kar muskurana acha laga... Tum ajnabi they meray liey mager apna jaan kar acha laga... Pehchan to ik pal ki thi mager sadiyon se jaan kar acha laga.......
Aj b 1 sawal hai is DIL me Pyar ka gam beshumar hai is DIL me Kuch keh nahi pata ye DIL magar Kisi k liye bahut pyar hai is DIL me,
Yu na saza do yaro dil laganeki,Had ho chuki dilko jalaneki,milti nahi un ankhon me shay sukun deti nahi,koi to rah batao use bhul janeki..
Hua jo gham tumhe dard kahi aur hoga, Haso jo tum khush koi aur hoga. Socho toh zara us anjaan ke baare me, Woh anjaan mere siva aur kaun hoga.
Asar Ho Rha He Mohbt Ka Aj Fir,Aj Fir Mai Nagme GungunaNe Lga Hu,Pahele Me Darta Tha Mohabt Ke Khel Se,Aj Fir Baazi Lagane Laga Hu...
Khuda ne jab ishq banaya hoga, To khud bhi zaroor ajmaya hoga, Hamari to aukaat hi kya hai, Is ishq ne khuda ko bhi zaroor rulaya hoga.
Tanha hai safar Mnzil bahut door he Dil bas kisi ki yaado me choor he Aksar mulakat Nhi ho pati Hmari Lekin is dil me pyar bharpoor he.
HO PURI DIL KI HAR KHWAHIS AAPKI, AUR MILE KHUSIYO KA JAHAN AAPKO. AGAR AAP MANGE AASMA KA 1 TARA, TO KHUDA DEDE SAARA AASMA AAPKO
Kisi ke pyar ke liye dil tadapta hai kisi ke intezar me dil tarasta hai kya saza de is dil ko, jo apna hokar b kisi aur ke liye dhadkta hai
Waqt badal jata hai log badal jate hai,sab ek dusre ko bhul jate hai,nahi sikha humne waqt ke sath badalna,shayad isliye Aap hume yaad aate hai..
Zindagi gujar jayegi ahista-ahista,fir ye waqt dagmagayega ahista-ahista,tum mujhe yaad rakhoge kuch der fir ye yaad bhi mit jayegi ahista-ahista