hasin palo ko

hasin palo ko
hasin palo ko firse abaad kar rahe the,chand se aap ki hi baat kar rahe the,DIL ko bada sukun mila jankar,ki aap b hamehi yaad kar rahe the....
  

Jan, 28 2012     143 chars (1 sms)     1127 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Judaai ke Yeh Lamhe kitne Ajeeb hai,Tu dur ho ke bhi Mere kareeb hai,Hum Ek ho kar bhi Anjan hai Ek Duje se,Yeh kaise Hamare Nasib hai
Dunia jise neend kehti hai, jane wo kya cheez hai, Aankhe to hum bhi band karte hai par wo aap se milne ki tarkeeb hai.
A palak tu band ho ja, Khawabo me unki surat to nazar aayengi, Intezar to subah dubara shuru hoga, Kam se kam Raat to khushi se kat jayengi.
Jaan se bhi zyada unhe pyaar kiya karte theYaad unhe din-raat kiya karte theAb un raahon se guzra nahi jaata Jahan baith kar unka intzaar kiya karte the
Tanha Chhod Kr Hmko Hosla b Dete Ho Sans Chheen Kr Jine Ki Dua b Dete Ho Ek Tarf Judai Ka Gam b Jari Hai Aur Muskrane Ka Mashwra b Dete Ho!
Her baat ka matlab inkaar nahi hota her jaghah pe beithna intizaar nahi hota yun to milti hain hazaroon se nazrein Her nazar ka matlab Pyaar nahi hota
Dil Ke Kone Se Ek Aawaz Aati Hai, Hame Har Pal Aap ki Yaad Aati Hai. Dil Puchta He Bar Bar Humse, Jinhe Hum Yad Karte Hai itna Kya Unhe Bhi kabhi Hamari yad Aati hai?
Bari mushkil me hu, mein kaise izhaar karu, tu to khushbu hain, tujhe kaise giraftar karu
Roshani me agar noor na hota To tanha dil majboor na hota Kasam se hum apse milne roz aaya karte Agar apka ashiyana itna door na hota.
Sabhi nagme saz par gaye nahi jate sabhi log mehfil me bulaye nahi jate kuchh pas rahekar bhi yad nahi aate kuch dur rahekar bhi bhulaye nahi jate
Sham Say Pehaly Lot Aana Yuun Dil Naa Jalana, Aur Jab Jab Yaad Aayegi Meri Negaun May Chaha Jana
Sirf Gulab Mohabat ka Paigam nhi Hota Chand-Chandni ka Pyar SareAam nhi Hota Pyar Hota hai Mann ki Nirmal Bhawna se vrna Yuhi RADHAKRISHNA ka Naam nahi hota