Ga saku nagma,wo saaz kaha se lau, Suna saku kuch aapko wo andaz kaha se lau, Yu to chand ki tarif karna aasan hai, Kar saku aapki tarif wo alfaj kaha se lau,
Har Sajda Aap Ka Manzoor-E Khuda Ho Jaye, Aap Ki Duaon Se Rab Ki Raza Ho Jaye. Khuda Aap Ko Itni Khushia De, K Aap Ki Zindagi Se Lafz-e-gum fanaa ho jaye..