Zindagi ko ek

Zindagi ko ek
Zindagi ko ek rangeen kalpana sajho, Subah ko sach or raat ko sapna samjho. Agar bhulna chahte ho sabhi gamo ko, To zindagi me kisi ko apna samjho.
  

Jan, 31 2012     147 chars (1 sms)     1126 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

:Khubsurat hai vo itna saha nahi jata,Kaise hm khud ko rok le raha nhi jata,Chand me daag hai ye jante hai hm,Lekin rat bhar dekhe bina usko raha nhi jata.
Dil Chata H Tumse Mulakat Roz Ho,Zindagi K Lamho Me Tera Sath Roz Ho.Ho Tumse Baten Kuch Itne Kareeb Se,Jo Umar Bhar Na Bhule Wo Baat Roz Ho.
MANA KI BHOOL JANA HAMARI FITRAT HI SAHI, MAGAR TUMHE BHUL JANA HAMARE BAS ME NAHI, DIL CHAHE TO AAJMA KE DEKH LO, KHUD KO BHOOL JAYENGE MAGAR TUMHE NAHI.
Baharo me Kaante bhi mahak jate hai, Savan me Marusthal bhi Chahak jate hai, kyo is nirdosh javani par jhallati ho, Is Umar me sabhi bahak jate hai...
baat karani mujhe mushkil kabhi aisi to na thi jaisi ab hai teri mahafil kabhi aisi to na thi le gayaa chhin ke kaun aaj meraa sabr-o-qarar beqaraari mere dil ko kabhi aisi to na thi
Manzil Safar Mein Thi, Qadam Faaslon Mein Tha Mein Door Tha Zaroor, Magar Raaston Mein Tha
lamha lamha jod kar zindagi banai, zindagi me aapki dosti se mehak aai, dosti ke naam kar diye kuch lamhe,baki lamho me aapki yaad aai.....
Subah juda hai raat juda hai, apni to har baat juda hai, tumse bichad ke aisa laga, jaise DUA mai dono hath juda hai.
dil bhula nahi sakta tumhe, dhadkano ki zarurat ho tum, tumse hi meri duniya hasi, meri pahli mohabbat ho tum.
Naam naa lo us mohabbat ka mohabbat to hum bhi kar chuke hain log kehte hain mohabbat zindagi hai par hum to kab k mar chuke hain.....
Gum Ke Maare Jo Hum Muskuraye HaiAansuoo Ko Bhi Mere Pasine Aaye HaiKya Bala Hai Khushi Nahi Malum HumeHum To Bus Iska Naam Sunte Aaye Hai
Ek Ada Aapki Dil Churaane Ki Ek Ada Aapki Dil Main Bus Jaane Ki Ek Chehra Aapka Chaand Sa Ek Zid Humari Chaand Ko Paane Ki...