Tum hasti ho

Tum hasti ho
Tum hasti ho mujhe hasane ke liye Tum roti ho mujhe rulane ke liye Tum ek bar rooth kar to dekho Mar jaoun ga tumhein manane ke liye..
  

Jan, 28 2012     134 chars (1 sms)     10426 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Duniya Ki Daulat Dabaye Rakhna; Husn-ki-Bagiya Chupaye Rakhna; Kahi-Kisi-Ki Nazar Na Lag Jaye, Thoda Sa Kajal Lagaye Rakhna.
Pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta, Zeher Dushman se liya nahi ja sakta, Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki us ke bina jiya nahi ja sakta.
Wo meri me uska ho jau,Tadap me uske me mar jau.Aisa bane pyar ka ye rishta hamara,Wo mera jism aur Me uski jaan ho jau.
ManaKi Kuch Dilo Me Nafrat Hoti H Par Har Dil Me Koi Hasrat Hoti H Insaan Us K Aage Kyon Majbur Ho Jata H Jis Se Use BePanah Mohobat Hoti H.
Har Subah Teri Dunia Me Rosni Kar De Rab Tere Gam Ko Teri Khusi Kar de Jab Kabi Dubne Lage Teri Sanse Khuda Tuj Me Samil Meri Zindgi Kar De.
Jabse dil lagaya hai tumse sab kuchh sehneki aadat ho gayi hai intzaar karte hai hum tumhara dertak tumko yaadna aaneki aadat ho gayi hai
Sard Raaton Ki Tanhaai Mein, Hum Teri Yaadon Ke Chirag Jalaye Bethe Hai, Kabhi To Tum Zindagi Ki Haqeeqt Banogi, Sochkar Palkon Mein Khwab Sajaye Bethe Hai!
Kbhi-2 To Ro Prti Hai Yuhi Ankhe Udas Hone Ka Koi Sabab Nhi Hota Mn Apne DiLKo Yh Bat Kaise SamjhaonK Kisi Ko Chahne Se Koi Apna Nhi Hota
Juda Mujse mera Pyr Ho N jaye, Zindgi kahi Dushvaar Ho N jaye.e Khuda1 izat rakhna Meri, khtam Na karna Ye zindgi, Jabtak mere Pyr ko mujhse pyr Ho Na Jaye.
Tere Ikhlaas Se MOHABBAT Ki H Tere Ehsaas Se MOHABBAT Ki H Tu Mere Paas Nahi Hai Phir Bhi Main Ne Teri Yaad Se MOHABBAT Ki H
Bhola sa chehra yaad rahega, pyar bhara dil yaad rahega. Yeh galat hai ki hum aapko bhul jayenge, aap to kya apke sath guzra hua hr pal yaad rahega.
Bhula na sako ge mujhe bhool kar tum, mai aksar tumhe yaad aata rahunga. Kabhi khwab ban kar kabhi yaad ban kar, mai ninde tumhari churata rahunga.