Tadap uthoge jab

Tadap uthoge jab
Tadap uthoge jab hum yaad aayenge,Dhoondoge hume jab hum durr chale jaayenge.Hamari yaadon ke nishan dil me paaoge,Jab tumhari dhadkano me chhup kar hum muskurayenge
  

Jan, 28 2012     165 chars (2 sms)     1179 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ajnbi se guftgu kya ki kyamat ho gayi or sare sahar me ye khabar aam ho gayi!Ab tumhare bina1pal b karar muskil hai,kyuki dosti ka irada tha or mohbbat ho gayi
Us ajnabi ka youn na intezaar karo Is aashiq dil ka na aitbaar karo Roz nikla karen kisi ke yaad mein aanso Itna kabhi na kisi se pyaar karo
Woh ruthe Hamse Hum Manane chale Manana nahi aata yeh bhul hi gaye Manana humne sikha nahi,Kya kare Humse koi yun pehle rutha nahi.
Khuda tumhe har dukh se door rakhe teri palkon se har hanju door rakhe hamari yahi guzarish hai unse ke jitna bhi ho hamare darmiyaan faasla vo apne dil se na hamein kabhi door rakhe
Ho chuki raat ab so bhi jaiye..jo hai dil k karib unke khayalo me kho jaiye..kar raha hai koi intezar apka khabome zara unse mil to aaiye.
Zamin ki mitti bhi dekh na pau,mujhe aasma mein itne sitare na do,zamin par pair rakhkar akele chal na pau, mujhe kadam kadam par itna sahara na do…
Unke Har Dard Se Ham Pyar Kar Lenge Unki Bewafai Par Bhi Aitbar Kar Lenge De De Bhale Hi Hame Wo Dard-A-Judai Saari Umar Ham Unke Liye Intezaar kar Lenge
TANHAYION SE NAHI HUM MEHFIL SE DARTE HAI, DUNIYA SE NAHI HUM KHUD SE DARTE HAI, YU TO BAHUT KUCH KHOYA HAI HUMNE, NA JAANE TUMHE KHONE SE DARTE HAI.
Gam ke aansu dikha nahi sakte Apna haq aap par jata nahi sakte Kitne anmol hain aap meri nigahon mein Ye baat hum aapko bata nahi sakte
Na koi kissi se dur hota hai, Na koi kissi ke karib hota hai, pyaar khud chal ke aata, jab koi kissi ke nasib mein hota hai....
Kabhi-Kabhi Dil udass hota Hai,Halka sa aankho ko ahsas hota Hai,Chalakte hai mere aankh se aansu Jab aapke dur hone ka ehsaas hota Hai
Pata kya yeken hai dil kiske liye taras rahe hai bolne se yeh juba darta hai taki bate bandh na ho jaye