Jhutha tha tera Pyar, par fir bhi tujse Nafrat nahi kar sake, ise Beebasi hi kahenge, k hum tujhe bhulane ka Natak bhi na kar sake, ye nahi kahenge k teri Yaad me rote rahe, Afsoos to is Baat ka hai, k tere jhute Pyar ko Yaad kar k hi hum muskurate rahe.
Yeh din yeh raat yeh lamhay achay say lagtay hain.. Tumhain sochoon to saaray silsilay achay say lagtay hain… Bohat door tak chalna or phir bhi waheen rehna.. Humain tum say tum hi tak k Da-ayray achay say lagtay hain..
Juda Mujse mera Pyr Ho N jaye, Zindgi kahi Dushvaar Ho N jaye.e Khuda1 izat rakhna Meri, khtam Na karna Ye zindgi, Jabtak mere Pyr ko mujhse pyr Ho Na Jaye.