Dosti bhi tumhi se aur tumhi se bus izhar kiya. tu kya jane kal tere bulawe ka humne kitna intzar kiya.Sayd ise aas mai ki aap kuch to kahengi apna VALENTINE Chla gaya..
Maana ki aaj hamare saath koi dildaar nahin, lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahin, kismat ne sab kuchh diya hamen, sirf diya hamara woh yaar nahin.
Gunaah karke saza se darty hain... Zeher pi ke dawa se darte hain... Dushmano ke sitam ka khauff nahi... Hum to apno ke rooth jaane se darte hain......