Zindagi se sabhi

Zindagi se sabhi
Zindagi se sabhi ko mohabbat hai, Par zindagi kisi ki mehboba nahi banti, Tamanna lekar jeete hain log, Magar har tamanna taqdeer nahi banti
  

Jan, 28 2012     140 chars (1 sms)     937 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

AGAR Rakh Pao To Ek Nishani Hum Hai, Aur Kho Jaye To Sirf Ek Kahani Hum hai,JISE Rok Paye Na Ye Saari Duniya,BEHETE Dariye Ka Pani Hum Hai!
Ankho Me Tera Ashk Utar Lenge,Khushi Tujhe Dekar Gum Udhar Lenge,Tere Jane K Baad Aayegi Teri Yaad,Tere Khyalo Me Hi Waqt Gujar Lenge.
Tahzeeb e ishq yeh hai ki woh hum par karein sitam, aur un se kahein ki ye karam hain sitam nahin.
Pyar Phoolo se Ladi ek DALI Hai,Pyar Shabnam Ke Ruh ki Lali hai,Haar kar Bhi Jitata Hai wo,Pyar ki Rit hi Nirali Hai
koi hai jo dua karta hai, apno me mujhe bhi gina karta hai, bahut khushnasib samjhte he khud ko, hum door rah ke bhi koai yaad kia karta hai
Roti Huyi Aankho Se Unko Muskan Kaise Dun Anjan Hun Khud Se Unhe Pechan Kaise Dun, Wohi to hai Jaan Meri Tu hi bata UNHE apni Jaan kaise dun
Zakhm Khana Or Chupana Zruri Ho GyaRote-2 Muskrana Zruri Ho Gya Hath Mera Dekhkr Ye Mashvra Usne Diya Kuch Lakiro Ko Hath Se Mitana Zruri Ho Gya
Hr samandar ka kinara hota h,kuch apni jaan se b pyara hota hai,fir kyu kehte ho akele reh jayenge,zindgi me yaadon ka bhi sahaara hota hai
Sath rehte yuhi wqt guzar jayega Dur hone ke baad kaun kise yd ayega Ji lo ye pal jb hum sath hkalka kya pata Wqt kaha le jayega
Aya Nhi Abi Raaz E Mohabbat Goonj Uthi Hr Taraf Saaz E Mohabbat Dil Todte Bi Ho Hume Chahte Bhi Ho Ab Tak Samjh Na Paye Yh Andaz E Mohabbat
Rango ki fuhar se tarbatar huye kuch aise wo..Andaaze khafa se chaldiye..Uff Andaaz apna dekhte hai aaine me wo..Aur ye bhi dekhte hai..Koi dekhta na ho
Bate Karte Karte rula na dena,chup rah kar saza na dena. na de sako khushi to gam hi sahi, par vaada karo hume kabhi bhula na dena.