Utre Jo Teri

Utre Jo Teri
Utre Jo Teri Ankho Ki Gehrai Me Hm Mehfil Me Rehkr B Rahe Tanhai Me Ham Diwangi Nahi To Ise Our Kya Kahe Use Dhundte Rahe Apni Parchai Me Hm
  

Jan, 28 2012     140 chars (1 sms)     1023 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Payal se payal ki jhankar sundar hai, pyar se pyar ka anubhav sundar hai, log kehte hai aap sundar hai, lekin aapse jyada aapka Swabhav Sundar hai..!
Kbhi ruth kar kbhi mna kar kbhi hansa kar kbhi rula kar hamne to aapse hi sikha hai har pal jina muskura kar
Muddat Hui Koi Shaks Rulane Nahi AayaIn Jalti Hui Aakho Ko Bhujane Nahi Aaya Kehta Tha Sath Jiyage Or Sath Marenge Rutho Main Ek Roj Wo Aaj Tak Manane Nahi Aaya
Yaadon mein tum, khwabon mein tum Aankhon mein tum, dil mein tum Yaad karein bhi to kaise karein dost tujhko Jise bhula na paayein wo hi shaks ho tum.
Ab koi zamane mein na sahara nazar aaya Bas tuhi ek hamara nazar aaya Ham tere ishq me is qadar bahte rahe Na tufaan nazar aaya na kinara nazar aaya.
Tute dil ki hasrato ka dil me basera rahega, Aankh meri jo royegi to dard tera rahega, kuch is tarah samaya hai rag rag me tera pyar, Aakhri saans rehne tak labon pe tera naam rahega.
Yaad karoge to yaad hum ayenge.Dil se yaad karna nazar hum ayenge.Jab dil kare milne ka bula lena hame.Sapno me hi sahi milne hum chale ayenge.
kash is 'SMS'ki aankhe hoti to apko dekh pate kash is 'SMS'ki saanse hoti to apko mehsus kr pate kash is 'SMS'ki zuba hoti to apse keh pate.
saans tak nahin laita hain hum tum ko soochtay waqt.Is kaam ko bhi hum ne kal per utha rakha hai.Rooth jate ho tu kuch aur haseen lagte ho.hum ne is liye tum ko khafa rakha hai
Gam Bade Aate Hain..Katil Ki Nighaahon Ki Tarah, Tum Chupa Lo Mujhe Ae Dost Mujhe Gunaahon Ki Tarah
Udas njron me khwab milnge,kahi kante ToKahi gulab milnge,mere dil ki kitab Ko apni nazar se Padhk dekhna,kahi apki yad tokahi Aap milnge.
"DIL KA PYAR SE BADA GEHRA NATA HE ISLIYE YE HAME BAHUT KUCH SIKHATA HE PYAR HAME SIKHATA HE AJANABI KO APNA BANANA"AUR DIL BHI KAMBAKHT USIKA SATH DETA HE"