Hum Ajnabi Hai

Hum Ajnabi Hai
Hum Ajnabi Hai Na Praye Hai,Apke Hi Jismo JAAN Ke Saaye Hai,Jab Bhi Ji Chahe Mahsus Kar Lena,Hum Aapki Hi Sanso Me Samaye Hai.
  

Jan, 28 2012     126 chars (1 sms)     1095 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

unhe kya khabar hum kitna pyar karte ha ibaat baat par unka hi jikar karte hai par aaj bhi jab wo milte hai humse puchte hai ki aap hume kitna pyar karte hai?
Woh inkar karte hain ikrar ke liye, Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye, Ulti chaal chalte hain yeh ishqwale, Ankhein band karte hain didar ke liye.
Choti choti rat bhi lambi lagti hai, Jab tumhari yaad hame satate hai, Hum aaye ya na aaye tumhari yaado mai, Par rehte ho tum hamesha hamare khayalo mai
Teri saadgi ki nahi koi inteha hai, yehi to meri dosti ki wajha hai mana k tujh main nahi koi khubi par jo tuz main h wo kisi or me nahi hai
Meri zindagi ke is mod pe ye kaisa waqt aaya hai, zakhm is dil ka zubaan pe aaya hai, nahi rote hum kaanto ki chubhan se, aaj kisi ki yaad ne humko itna rulaaya hai......
Mohabbat se hamain kya umeed hoti hai, Mohabbat to beumeed hoti hai, Chahate hai jine hum jaan se bhi zyada, Bewafai unhi se to naseeb hoti hai.....
Phool se pehle khusboo ko to dekho,karne se pehle kaam ko to dekho,kisike roop mein diwana naa bano,surat se pehle uske dil ko to dekho..
Unki yaad dil se bhulai nahi jati... Yeh dil ki dolat roz lutai nahi jati... Kis muh se kahte ho ki unhe hum bhul jaye?. Yeh pyaar ki duniya hai, Roz basai nahi jati.......
Na to yaado ko yaad rakhte hai Na hi sapno ko saath rakhte hai Hum to buss unko yaad rakte he Jo hamein dil ke pass rakhte he
Kabhi kabhi baatein adhoori reh jaati hain choo kar honthon ko juban khamosh reh jaati hai reh jaati hai keval aankho mei nami aur yaadein dilon ko tadpaati hain
KABHI NA NAM HO YE MASUM NIGAHE, MERI ARZU HAI K TU SADA MUSKURAYE GAM K ASU RAHE HAM TAK HI TERE AASIYE ME SADA BAHAR HI AAYE..
Hanskar Wo Gum ki Saza dete he Zeher mein Thoda Pyar Mila dete heJab bhi Naam Aata hai Unke Diwano ka Log Meri Taraf Ungliyan Utha dete he