Aap ki yari

Aap ki yari
Aap ki yari ka kya javab du!Aap jese yar kko kya tohfa du!Koi achhasa ful hota to la deta,par jo khud GULISTA he use kya gulab du !
  

Jan, 28 2012     131 chars (1 sms)     937 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Pyaar jo kisi se karoge rusvai hi milegi.Vafa jitani bhi karoge burai hi milegi.Chahe kisi ko kitana hi apna banalo,jab bhi ankh khologe tanhai hi milegi.
tujhe bhulane ke liye humne kya kya jatne na kiye kitne pymane tode or kitne jaam piye phir bhi teri yaadon ne mera picha na choda dil ne tujhe naaa bhul pane ke dave kiye
Kyon nazre churaye baithe ho, Kyon dil ko dabaye baithe ho. Arey hum itne bhi bure nahi, Jo janaab hume bhulaaye baithe ho...
Tumse Hum kuch Na keh Sake hum Tere b na reh Sake koshish Kar k tum hi keh Jate dil ki baat tamanao k sagar Me mere Saath tum Na beh Sake.
Har nazr ko ek nazr ki talash Hai,Har dil mein chupa ek ehsas hai,Ap se pyar yuhi nahi ki humne,Kya kare hamari pasnd hi kuch khas hai.
Kaise kahe ke aap kitni khubsurat hai, Kaise kahe ke hum aap pe marte hai, Yeh to sirf mera dil hi janta hai, Ke hum aap pe hamari jawani qurban karte hai…
Jab b khuda se koi sogat mangege Hr janm me tera sath mangege,Lge na hmare pyar ko kisi ki nazar,A dua kuda se din rat mangege
Chahe Jane Ki Hsrat Kise Nhi Hoti Mgr Hr Kisiki A C Kismt Nhi Hoti Koi 1Hota Hai Jo Sma Jata He Dil Me Hr Kisise To Yuhi mohabbat nahi hoti
Kabhi khushi se khushi ki taraf na dekha. Tumhare baad kisi ki taraf na dekha. Ye soch kar k tera intezar lazim hai. Tamam umr ghadi ki taraf na dekha
Har koi dil ka mehmaan nahi hota,Dil tod dena kisika armaan nahi hota,Door bhale hi reh leta hai koi kisise,Par bhool pana kisiko itna asaan nahi hota.
usne hontho se chu kar sara pani gulabi kar diya,usne hontho se chu kar sara pani gulabi kar diyahumko to kya sari machhliyon ko bhi sharabi kar diya.
Dard mein koi Mausam Pyara nahi hota,Dil ho Pyasa to Pani se Gujara nahi hota,Dekhe zara koi Bebasi humari,Hum Uske ho jate hain jo Humara nahi hota.