Nigaho par nigaho K pahere hote he,In nigaho K ghav bhi gahere hote he,Na jane kyu koste he log badsurto ko,Barbad karne Vale Chahere to hasin hote he.
MILA HAI SAB KUCHH TO FARYAAD KYA KAREIN.... DIL HAI PARESHAN TO JAZBAAT KYA KAREIN.... AAP KEHTI HO KI YAAAAAD NHI KARTE.... BHULA PATE NHI AAPKO TO YAAAAD KYA KAREIN.
Aankhon mein aansuo ko ubharne na diya,Mitti ke motiyo ko bikharne na diya,Jis raah pe pade thay tere kadmo ke nishaa,Uss raah se kisiko guzarne na diya!
Har waqt Hothon Par Aapke Hasi Ho, Har Pal Dil Me Aapke Khushi Ho Sitare Bhi Zami Par Akar Aapko Gher Len, Aisi CHAND ki Tarah Chamkati Aapki Zindagi Ho.