Aap ki yari

Aap ki yari
Aap ki yari ka kya javab du!Aap jese yar kko kya tohfa du!Koi achhasa ful hota to la deta,par jo khud GULISTA he use kya gulab du !
  

Jan, 28 2012     131 chars (1 sms)     1033 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Vo Bohot Khush Hua Mera Ghar Jalane K Bad,Dekho Kitna Zalim Ho Gaya Hai Bichar Jane K Bad.Jab Chaho Katal Kar Dena Magar Itna Khayal Rakhna,Kon Barh K Chahe Ga Tujhe Iss Diwane K Bad.
Yeh meri talash ka jurm hai ya meri wafa ka kasoor jo dil k jitne kareeb hai wo nazro se utna hi dur hai.
Tumse Hum kuch Na keh Sake hum Tere b na reh Sake koshish Kar k tum hi keh Jate dil ki baat tamanao k sagar Me mere Saath tum Na beh Sake.
Mari Chahat tum sy alag kab hai.. Dil ki baat tum sy chuhpi kab hai.. Tum sath raho Dil main dharkan ki jaga.. Phir zindgi ko sansoun ki zarurt kab hai.......
Kisi ki chahat pe Zinda rehne wale hum na the, Kisi pe marmitne wale hum na the, Aadat si padgai hai tumhe yaad karnae ki, Warna kisi ko yaad karne wale hum na the.
samne na ho to tarsati hai ankhe,,,bin tere bahut barsti hai ankhe,,,mere liye na sahi inke liye aa jao,,,kynki tumse bepanah pyar karti hai ankhe,,,
Jindgi dene wale nata tod gye apnapan jatane wale tanha chhod gye jab jarurat thi hame hamsafar ki to sath chalne wale rasta chhod gaye....
Naam naa lo us mohabbat ka mohabbat to hum bhi kar chuke hain log kehte hain mohabbat zindagi hai par hum to kab k mar chuke hain.....
Aaj har ek pal KHOOBSURAT hai.., DIL me mere sirf teri surat hai, kuch bhi kahe ye duniya gham nahi, duniya se jyada mujhe teri zarurat hai
Aaj ujalon me ek kami si rahne de Ankhon me ek katra nami si rahne de reh na jaye mahobbat adhuri meri intezaar hai intzeaar hi rehne de
Tanhaiyon Main Jeena Acha Nhi Lgta Bichar Kar Tum Se Rehna Acha Nhi LgtaYh DiL Sirf Tum Ko Yad Karta Hai Hr Bar Yh Bat Khna Acha Nhi Lgta
Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi, magar hame bhul jana apki kismat me nahi,chahoTo ajma ke dekh lo,khud ko bhul jaoge par hame nahi.