Kismat ham pe

Kismat ham pe
Kismat ham pe itana ehsan kr jaye,ye sare hasin khab hakikat ban jaye.na karege dua koi aur khuda se,agr jindgi k safar me aap hamare HAMSAFAR ban jaye.
  

Jan, 28 2012     152 chars (1 sms)     1092 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ishq aisa karo ki dil me bas JAYE.saans bhi lo to khushbu usi ki AAYE.pyar ka nasha ankho pe aise CHAYE.baat koi bhi ho par naam usI ka aaye
U gujre baju se jaise bilkul anjan ho,kabhi na jan na pahchan ho.Dil ne kaha aap bade baieman ho,par kya kare jalim jaise b ho aap humari jaan ho
Na to yaado ko yaad rakhte hai Na hi sapno ko saath rakhte hai Hum to buss unko yaad rakte he Jo hamein dil ke pass rakhte he
Tera pyaar hum is tarah nibhayenge, tum roz khafa hona hum roz manayenge,par man jana manane se, warana yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge.
Na kashti na kinara he koi,na manzil na sahara he koi,na ansu na khushi ka ishara he koi,par aap hai to lagta he is duniya me humara he koi
Main To Hoon Ek Parwana, Jahan Shamaa Dikhi Jal Jaoonaga Naseeb Hi Aisa Lekar Aaya Hoon, Kissi Ko Naa Apnaa Kah Paoongaa
Kitne Chehre hai Duniya me magar Hamko Ek Chehra Nazar Aata hai Duniya Ko Ab Hum Kya yaad karen Aapki Yaadon me Waqt sara Guzar jata hai.
Andhere Me Tumare Hath Ka Chirag Hu Tufano Me Tumare Kashti Ka Sahil Hu Ae bewafa Tu Kuch Bhi Krle Lekin Me Hamesha Tere Dil Ke Pass Hu.
Wafa ki raah pe chalte rahe tere dhoke mein jal ke Marte rahe Intezaar phir bhi khatam na hua Aakhri saans tak teri kushi ki dua karte rahe
Mere pyar ki woh hadd puchte hai.. Dil mei kitni jagah hai ye poochte hai..chahte hai hum unhi ko kyu itna.. iski bhi woh wajah poochte hai.
dhoop ho ya ho sehra tere sath chalunga yakeen na ho to aazama lo mujhko tere dukh ko sehlenge hanskar agar apne jism ki chadar bana lo mujhko
Milna tha itefak bichadna nasib tha,wo Itne Dur Ho Gaye Jinhe hona Karib Tha.Hum Unko Dekhne Ko Taraste Hi Reh Gaye,Jinki Hatheli Me likha Humara Nasib tha.