Falak ko zid hai bijliya girane ki. hume b zid hai wahi aashiyan banane ki,aapko hai zid gar hume bhulane ki, to hume b zid hai aapko apni yaad dilane ki.
Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Banker Hum Say Her shaam Mili Hai Tera Chehra Banker Chand Nikla Hai Teri Aankh K Ansoo Ki Tarah Phool Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Banker.
MERE TOOTE HUE DIL KO, SAHARA KON DEGA MERI TOOFAAN ME KASHTI, KINARA KON DEGA YEH KESE MOR PE LAAI HA MUJKO ZINDIGANI ADHOORI SEE LIKHI GYEE HA KYUN MERI KAHANI HA AB KIS RAAH PE CHALNA ISHARA KON DEGA