Dil se Dil ke beech koshish se pool banaya na jaye Pyar ko jod-tod ki koshishon se ubhara na karo,Shabnami hawa hai, Diwanon ki basti hai,yeh Pyar hota hai khamosh, yeh shor dobara na karo.
Teri kami mere dil ke kone mein chupa rakhi haiTeri yaad humne dil se laga rakhi hai Aa jaoge ek din mere Gareebkhane mein tum Issi ummeed mein palkein raahon pe bicha rakhi hai.
Aisa nahi K Tujh Se Muhabat Nahi Humain Ghum Roz Roz Sehne ki Aadat Nahi Humai nHar Bar Tere Samne Sar Ko Jukaa Liya Aur Phir Bhi Dekh Tujh se Shikayat Nahi Humain Tu Aitebar kar k Tujhe Chahate Hain HumTere Siwa Kisi Ki Bhi Chahat Nahi Humain..!