Kasi ke khatir

Kasi ke khatir
Kasi ke khatir mohabat ke inteha kar do.. Lakin atna b nahi k us ko KHUDA kar do.. May chahoo kasi ko toot kar atna k.. Apni he wafaoo say us ko bewafaa kar do........
  

Jan, 31 2012     167 chars (2 sms)     1052 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

shiqayat he aapse ye hamari..kbhi yaad nhi aati aapko hamari..bhul gye shayed aap hame..ya fir yaad krte the ye galat fahmi thi hamari..
yeh khamosi ka razz hum jante hainyun chup rahene ka andaz hum jante hain yakeen nehi ata to apne dil se pucho app se bahetar app ko hum jante hain
mujhe jine nhi deti hai yaad teri,,wapas lout kar aaja sunkar fariyaad meri,,mar jayenge hum kasam se nhi to tum bin hai viraan ye zindgi meri.
Aakho ko bandh karoge to hame dekhoge.Aakhe khologe to hame hi paoge.Zindagi me kabhi rona mat varna,Unn aasuo me bhi hame hi bahaoge.
Rone se ghame dil ka guzara nahi hota, Har shaks dil ka sahara nahi hota. Us roz lagta hai bekaar jiye hum, Jis roz kabhi zikr tumahara nahi hota.
1 leher ko pyar tha kinare se. Pr uski shadi hogai sagar se. Kinare ke dard se leher khichi aati hai. Per badnam na ho mohabat isliye wo lot jati he.
Jaan hai hume zindagi se pyari,,,jaan ke liye chod de duniya saari,.Jaan ke liye kar du kurbaan yaari..Ab tumse kua chupana ,Tum hi to ho jaan hamari....
Na jee bhar ke dekhaa na kuch baat ki, badi aarzoo thi mulaqaat ki, Kaye saal se kuch Khabar hi nahin, kahaan din guzaaraa kahaan raat di
Takdir ne chaaha, Takdir ne bataya. Takdir ne tumko or humko milaya. Khushnasib the hum ya wo pal, jab tum sa Anmol SATHI is zindagi me aaya.
Esa Na Tha Ki Aaine Ke Aage,Hamne Khud Ko Kabhi Savara Na Tha !! Esa Bhi Na Tha Ki Bhari Duniya Main,Mera Koi Sahara Na Tha !! Per Hum Jiske Ho Chuke He Dilo Jaan Se,Afsos Vo Hamara Na Tha !!
Her baat ka matlab inkaar nahi hota her jaghah pe beithna intizaar nahi hota yun to milti hain hazaroon se nazrein Her nazar ka matlab Pyaar nahi hota
Maaza ata hai tumhe saatane me.Ruthe na koi,maza kya manane me.Ek tumhi se khushi hai zara si.Warna kya hai bedard zamane mein.